Is Loss greater than Profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    well my dear friend profit aur loss to har business ka hissa hay ager hum ye soch kay koi kaam start na karain kay iss kaam mein loss ziada hay to hum kabhi bhe aik achay businessmen nahi ban saktay humain har challenge ko accept karna chaheay, no doubt kay forex mein loss kay chances kafi had tak ziada hotay hain lekin iska ye matlab nahi kay hamesha he loss hoga hum apni ability aur skills kay through iss mein success gain kar saktay hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      bhi g asi bat nai ha loss kbi b profit sy best nai ho sakta kn chata ha ka os ka loss ho har koi profit ka ly aata ha lakin kaam knowlagae or lalach mn loss khata ha
      • #558 Collapse

        g is me apko starting me bhut loss face karna prta hai or is k lea apko bhut time dena prta hai jis se ap acha experience hasil kar sakte hain ye ak best way of earning hai sab k lea.
        • #559 Collapse

          haan forex trading main loss profit se ziada hota hai us ki aik wajah yeh hai kay ziada tar log bina knowledge kay trading kartay hain aur aik baaar loss honay kay baad bhi wohi mistakes dohratay hain ager hum apni mistakes pe work karain to apne loss ko control kar saktay hain.
          • #560 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmer پيغام ديکھيے
            Forex Trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 Months mein 95% new forex Traders account wipe off hojatay hein, uski aik waja yeh hai k forex mein loss profit se ziada hai isliye ager apki trade loss mein jaye tu aapka balance zero hosakta hai.

            Share your thoughts.
            g nai dear yai bat theek nai hai , q k jab hamen loss hota hai to hamen is pay dukh hota hai or jab hamen profit gain hot ahai to tab hamen khushi feel hoti hai is liye mai samajhta hun k khushi bari hoti hai gham say
            • #561 Collapse

              Ap nay bilkul theek kaha hay or 90% log log jinhon nay is field ko join kra hota hay woh shuru k next month he is filed ko chor detey hen or iski waja bhe yeh hay hay kay is filed mey loss bohat zyada hey lekin yeh loss sirf un logon k liye hey jo is filed ko bahair perhy huwey bahair smjhy shuru ker rhey hen werna yeh aik super business hey fit field hey meri nazr mey.
              اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmer پيغام ديکھيے
              Forex Trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 Months mein 95% new forex Traders account wipe off hojatay hein, uski aik waja yeh hai k forex mein loss profit se ziada hai isliye ager apki trade loss mein jaye tu aapka balance zero hosakta hai.

              Share your thoughts.
              • #562 Collapse

                yes the loss is greater the the profit because the loss gives us the useful learning from our mistake from which we avoid in our future and stay away from the loss by doing that previous mistake.
                • #563 Collapse

                  agar ap ko loss bara ho gya hi to ap ko iss din main tarding ko band ker dena ho ga relax ho ker next day ko ap apne loss ko recover ekrne ki koshish ekro ge too ap iss main asni se loss ko recover ekr loo ge
                  • #564 Collapse

                    bilkul bhai ji aisy hi hai forex pay just 15 % log successful hoty hain .bhai ji mery khyal say is ki bri wja ye hai k log without proper information hi forex ko join kr lety hain or bad main isy samjh nahi paty .
                    • #565 Collapse

                      yes you are right ..k forex mein 90% new trader loss krwa bethte hain is ki bari jwa lack of knowledge about forex ha lack of practice hai..or yahan profit agr ziada hai to loss usey bhi zida hai
                      • #566 Collapse

                        i believe that our mistakes lead us to loose our money. people want to earn more money in short time that is way they loose all there money. good trader use its experience to earn money and profit in the forex trading
                         
                        • #567 Collapse

                          i think agar apke pas acha knoweldge hey to phir apka profit hi greater hey but agar apke pas knowledge aur experience nahin he to phir aap is main loss ziada kartey ahin aur profit kam kartey hain.
                             
                          • #568 Collapse

                            ji haan jab app kisi kam kao new start karte hain us waqt apko us par bohat hardworking karna partui hai kion ke app hard workkingh nahi karte to apko loss hoga lekin no tension ye loss apko experince detahia
                               
                            • #569 Collapse

                              ap trading main equity ko is tarah manag kr skty hain jab ap is ky technical anaylsis ko achi tarah par kr trade karin gain, aur is main money management bhot important hai agr ap apny balance say bar kr trade karain gain tu is ap apni equity ko kabi bcha nai pain gain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                shai bat tu yahai ha ka Forex trading maian loss ka chances profot zaiyda hai but agar shai money management apka pas ho our ek achi strategy apka pas ho tu ap successful ho skate ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X