Sabar or tahamul
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    ap ko sir ge sabar or tahamul sey kaam lena chaheya keon keh ap jab be koi kaam karaty ho trading may ho ya kisi or feeld main tou ap ko sabar sey kaam lena chaheya keon keh jo kaam sabar sey kiya jy os main waqi khayr hota hai ap ney sonna hoga keh sabar ka pal meta hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Han G bhai ye bat bilkul sahi hai k sabar bardasht or tahamul forex trading business main trading karny kay liye bohot aham hai . agar ham forex trading business me successful hona chahty hain or boht sa rupiaa kamaana chahta chahty to hamain trading karty waqt sabar or tahamul sy kaam lena hoga .
      • #303 Collapse

        han ji ap ne bilkul sai kaha hai kyoun ke hum jitna saber se kaam karte hain humien utna hi kam loss hota hai aur hum utni hi achi tarha market ko analysis karte hain jis ka humine fida hota hai kyoun ke ap jitna time lete hain makret ko analysis karne main ap ko utna zayda profit hota hai
        • #304 Collapse

          ji bilkul hamen forex main sabar aur tahmul se kaam lena ho ga aur apni prectice ko jari rakhna ho ga phir hi ham forex trading se profit kama sakte hain
          • #305 Collapse

            Of course pal ough usually are to say this kind of instead of simply for extra but also during trading you need to be peaceful as well as tranquil due to the fact generally there you can face strain while trading and that strain will probably travel ough far from deal.
            • #306 Collapse

              yes hamy forex trading mai working kartay wakat sabar or tahamul ka sath na chorna chaheya because jab ham is forex trading mai earning kar raha hotay hai tou ham profit ko dakhe kar apna sabar or tahamul loss kar datay hai or zayada earning ka chakar mai loss ka samna karna parta hai.
               
              • #307 Collapse

                sabar bohat hi zaroori chez hai har kaam karney k lye har business mein sabar rakhna parhta hai jaldbazi k faisly bohat nuqsan detey hain
                   
                • #308 Collapse

                  may dear brother forex trading may agar succedss hona hai tu us may brother ap ko wait karna ho ga har ik tradig k liyeh brother trading may wait karo gay gay tu successs ho gay brother agar wait nahi karo gay tu may b success ho sako brother success k liyeh brother wait ka use karna bahot ziyda hi must ho ga
                     
                  • #309 Collapse

                    forex may sabhar or thamul ki bhut zarorat hoti hay q k is may loss bhi hojata hay kabhi tu hum sabhar say kam lay chiyee na k jazbat may akar forex chorday or yaha har kam sabhar say karna hota hay
                    • #310 Collapse

                      g han bilkul sahi kaha app ny,kisi b business main kameyab hony k liye app ko chahiye k app sabar sy kam lain r forex tu hai ek trading business is main tu app ko zada sabar karna ho ga r tahamul sy kam lena ho ga is sy app ki trade ko faida ho ga.
                      • #311 Collapse

                        bhai sabar or tahammul se kaam karne wala is business me kambhi bhi loss nahi kha sakta hai kiunb ke is business me itna paisa hum kama sakty hain jitna ke kisi business me nahi kama sakty is lye sabar se kam karne me he faida hai .
                        • #312 Collapse

                          saber or tahamal se ap forex trading me acha result ley saktey hai bas ap ko saber aur tahamal se forex trading karney ho gey to best result mil sakta hai warna ap ko bohat loss ho jaye ga jab ap tezi se kaam leye gey..
                          • #313 Collapse

                            dear brothermain ape bat say bulkul mutfic houn trading k doran admi ko bhoot sabar o tamal say kam laina chayia , kai dafa jaldbazi main loss b ho sakta ha ,is layia trading k doran cool mind ar relax ho kr trading karni chayia .
                             
                            • #314 Collapse

                              Forex business main tou tension ka kaam bilkul nai hy. Tension hi say tou forex main loss hota hy. Sabar or tahamul rakhna parta hy is business ko karty hoay qk is main milta tou bohat kuch hy lakin yak dam nai milta. Ahista Ahista he sub cheezay hath main ati hy or forex jesay business main tou bilkul sabar ka daman nai chorna chaye.Slowly and steady always win the race.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                g apk is per sabar or tuhamal se kam lena chaea or acha experience hasil karne k bad hi is me investment karn i chahea jab ap is me achi practice karlen tbhi is me invest karen tu ye apko acha profit de sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X