Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.
    Forex trading mein agar Ham acchi earning karna chahte hain To Hamen chahie ke Forex trading co proper 1 job samajhkar kam Karen is per jitni hardworking ke sath kam Karenge utna hi Hamara Achcha Na Lage Hoga aur ham isase Achcha fayda Le sakte hain Hamen donon chizon ko ignore karna hoga jaldbazi Aur lalach Ko agar humne Forex trading Mein kamyabi Hasil karni hai forextrading Mein Hamen chahie ke apne balance ke mutabik profit ratio rakhen aur jaldbaji na Karen Sabar ke saath kaam Karenge to Achcha fayda hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

    Dear friend Agar Dekhe to ine donon Mein Se donon Hi vaju Hath Jo Hai Hamari ascentrik hain aur donon hi vajah hai Hamare account ke Jyada loss hone ke Kyunki agar aap jaldbaji Mein trade Karenge to definitely aap kabhi bhi acche tarike se analyse nahin kar Payenge aur jaldbaji mein Hamari trade lost Mai Jayegi aur dusri baat lalach ki hai lalach mein bhi agar aap Dekhenge ke Agar Ham Apne plan se hat Jaenge aur TP profit Nahin Le Payenge to definitely vah bhi Hamare loss ka 22 Banegi To Hamen chahie ki Ham ine donon negative emotions ko control mein rakhen aur aur positive trading Karen jo ki Hamari profit ka Zameen Hai
    • #3 Collapse

      Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

      Karo laalach aur jazbati Pan Forex trading Mein Hamari nakami Ki Sabse Badi Baju Aate Hain Agar Forex trading Mein kamyabi Hasil karni hai aur is business se apne mustaqbil ko Roshan karne aur is business ko lifetime business banana hai to aapko laalach aur jajbat se jaan Juda Nahin Hogi Apne aapko laalach aur Jis Baat Se Dur Rakhna hoga
      Last edited by ; 09-05-2020, 06:03 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

        Hamry loss ki waja hmesha jald baazi yaa lalach hi nh ho skti har baR. Is main kaafi had tak aap ky kaam krny ki strategy bhi involve hoti. Aap apni strategy ko achy sy handle rkhain. Aapko lost ka boht kam samna krna pry ga. You forex trading main lost to hota e hai. Lekin aap apni quality ko or qualifications koq zrur mady nzr rkhaa krain. Aapko quality of post and reply kaafi involve rehti
        • #5 Collapse

          Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

          hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum sgy bar sakty hai or market main run kar sakty hain yai aik acha krobar hain hum is main live kam karty hai hum is mai sada urdu main kam karty hain hamy is main meyare kam karna chahey pher he hum is mai thanks hasil kar sakty hain thanks ka extra bonu shota hain hamy be meyare posts par thanks dany chahey
          • #6 Collapse

            Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

            G hn bilkul ap ny thk kaha ha k hmari loss ki wja srf jald bazi or lalach ha agr hum in sab baton ko apny zehan sy nikal den gy to hum kamyab ho skty hn isk lye hmen forex mn mehnat krni hoge tabi hum is mn kamyabi hasil kr skty hn forex ek acha business ha agr ap is mn proper managemnt k sath kam kren gy to is sy apko zror faida hoga or kbi b loss nhe utha sko gy hmen market ko follow krna ha to usk lye strong struggle krni hoge tabi hum is mn success hasil kr payn gy hmen apny analysis ko strong krna hoga or phr trade krni hoge sab sy phly to demo py first trade open kren phr dekhen apko kis trah sy kamyabi milti ha
            • #7 Collapse

              Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

              Lalach aor jald bazi dono business k lye nuqsan deh sabit hoty hn. Jald bazi hr trha k business ko le dobti hn aor same aisy lalchi insan b kamyabi ki trf nh ja skta. Agr koi trader Sabar se kam leta hy aor sabar ko apna satgi smjta hy tw wo kbi nakam nh hota bal.k wo kamyabi ki trf move kr jata hy. Ksi b insan k faidy ki yahi bat hy k wo sabar se kam le sabar b ak bht achi skilss mn se shamil hy
              • #8 Collapse

                Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

                Forex trading mein hamen lalach aur jaldbazi se bachna chahie kyunki forex trading mein lalach aur jald bazi ki wajah se aksar logon ka account was ho jata hai jiski wajah se Forex mein hamari Puri mehnat waste ho jaati hai isliye Forex trading mein agar aap kamyab hona chahte hain to Forex trading mein hamesha sabar ke sath work karna chahie aur Forex trading maja mein imandari ke sath work karna chahie aur Forex trading fresh or active mind ke sath karni chahie aur forex main trading se pahle market ko analyse karna chahie aur is tarah se Forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein ham ek ache trader bhi ban sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

                  Dear brother main apki ko agree krn ga aur jahan tk main smjhta hn loss ki sbh se bari waja lalach ki bajaye jaldbazi hoti ha aur jald bazi main apko sochny ka time ni hota jis waja se apka faisla ghlt k qareeb tar hota ha is lia ap loss k ziada chances hoty hain. Hamessha relex aur cool mind k sath trading kren. Thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

                    G han bhai Jan apny thik kha hy k hamari forex main loss ki wajah hamari lalach ya phir jaldbazi hy hamain is Kam main jaldbazi Nahin karni chaiy is Kam main hamain Sabbar sy Kam laina chaiy is Kam main ham jitna Sabbar sy Kam lain gy utna acha profit hasil Karin gy is Kam main trading karna asan Kam Nahin hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

                      Assalamu alaikum my dear friend hamar loss ke wjh jald bazi ar lalach dono hn q k Jo km jaldbazi ma Kiya jya as ma be nuksan hn ar Jo km lalach ke wjh c Kiya jya wo be nakmi ke wjh hn ya 2no km shatan k hn as liya an 2no c Bach KR km krna chaiya tb he hum kamyab ho ga Jo log mehnat c km krta hn wo log kabi be nakam nhi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

                        G haan friends aap sahi keh rehy hain keh forex trading me hamri loss hone ki sab se bari waja jaldbazi aur lalach hoti hai esme jaldbazi hamareie nuksan de sabit hori hai hamen ess buchna chahye jab bhi ham apna qork shoro kren tu apne fresh mind se kren aur achy quality me kren.jise hame faida ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

                          pak forex business mein kabi bhe loss bagir waja ke nahi hota jab bhe loss hota hy us mein hamre apne hi mistakes hoty han jaldbazi or lalach kerne se hamain loss hi hota hy ager loss se bachna chaty han to hamin sabar se kam kerna cheye then acha profits kama sakty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

                            g han ap nay shi kha hy agar hum kam kurtay awqt jald bazi kurtay hain or es main hum laluch say kam kurtay hain tub humain es main loss hpta hy to humain aiaa bilkul bhi nhiii kurna chaahiyay humain es main jald bazi nhi kurni chahiyay q keh jub hum es main jald bazi say kam kurtay hain to hum say mistakes ho jati hy or humain loss ho jata hy es lyay humain kam kurtay awaqt jald bazi nhi kurni chahiyay or es kay sath sath humain laluch say bhi kam nhi kurna chahiyaay q keh humain laluch say bhi loss ho jata hy to humain trade kurtay waqt in donon cheezon ko avoid kurna chahiyay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamari Loss ki vajah jaldbaze yah lalach hai.

                              dear,lose honi ki bahut sari aisi wajuhaat hain jinko samjhna ham sab k liye kabhi kbhi mushkil ho jat hay agar ham makreet main lalach aur jald baazi say hamsesha k liye avoid kartay hain to aik din hamaray pass is makreet k baray main acha experience aajata hay jiski wajha say ham makreet main success bhi ho saktay hain aur isay samjh bhi saktay hain is liye yeh baat sach hay k hamko makreet main kabhi bhi jald baazi ka samna nai karna chaye aur sath lalach say bhi avoid karna chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X