Dont always blame forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    asal mein masla ye hai hum pakistanii kabhi apn galti manty he nhi hain I never blame and my broker my loss. because I know that the mistake is mine. I loss in trade for my faults so there is no impact of forex and broker in my loss. Thank you.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      dekhen good or bad situation to ati rehti hay business main or agar aap ko loss ho gya hay to is ka matlab ye to nahen hay na k aap disappoint ho jao or is main trading khatm kar do gay
       
      • #183 Collapse

        market tu apny levels kay hisab se hi chal rahi hoti hai ghalti tu hamary khud kay decision me hoti hai. Jab ham profit me hoty hain tu kia tab bhi hum market ko hi blame karty hain? Nahi , hum aisa kar kay apny experience ko bad kar rhy hain. Loss karny kay baad market ko blame nahi karna chahaiay balky apny weak points ko zehan me rakh kar apny aap ki skills ko improve karna chahaiay
        • #184 Collapse

          Yes, its true. Jab b humain loss ka samna kerna perta hai tu hum Blame Game start ker daitay hain kabhi kisi cheez ko blame daitay hain aur kabhi kisi cheez ko, Jab k loss ki wajha humari apni ghalti b hoo sakti hai lakin hum apni ghalti ko accept kernay k liyea tyar hi nahi hotay. Jab k apni ghalti ko accept ker lainy sa humain future main es ka boohat benefit hota hai.
          • #185 Collapse

            yes boss dont bleem for forex humy apne mistks ko bhi dhaka chiya kay hum na kaha kaha galti ki hai insan kui farishta nahi jis say galti hi na ho is ka ya to matlab nahi ka hum apni sari ki sari mistks forex par hi dal dan.
            • #186 Collapse

              bhai ap thek keh rahe hain hamein forex pe kabhi b blame nai lagana chahiye q k jo trade ham lete hain apni marzi se lete hain to ghalti ya kotahi k asal kasoorwa ham khud hi hote hain hamein apne balance ko dekh k hi trading krni chahiye
              • #187 Collapse

                of course when i was involved you are right because if we receive negative situation with forex trading we will guilt fx that is definitely not right because if we've got decline therefore it may due to each of our blunders we have to require practice in order to save by decline and earn money.
                • #188 Collapse

                  maray khyaal main jo log forex ko use ker rahay hain un ko pata hona chahye k fotrex say humain kitna faida hota hay... aur forex ko blame bilkul b nae daina chahye....
                   
                  • #189 Collapse

                    yes bro agr koi loss mein jata hai tou wo forex ko blame krta hai lykn forex ka koi kasoor nhi hota yeh sb uc ki lalach aur without leaning and practice k trading krny se hota hai...
                    • #190 Collapse

                      ASSALAM O ALEIKUM mere bhai is dunya mein jo sb se asaan kaam hai wo hai blaming krna ,,, hum logon ko adat hogai hai k agr hamein koi loss hojae to hum dosron ko blame krna start krdete hain,,, ye blaming game se hamein bach kr khud ki ghaltiyon ko dekhna hoga,, qk forex agr mjhe loss derhi hai to apko profit derhi hai iska matlab meri hi kisi na kisi ghalti ki wjahs e mjhe ye loss horha hai
                      • #191 Collapse

                        muja to lagta hai ki ham loho ko kabhi bhi forex business ko blame na hi karna chyea hai ku ki app ko agar forex business main loss ho jjati ahi to app ki galti sa hi app ko loss ho jaiga so app ko apni galti ko hi sudahar na chya hai.
                        • #192 Collapse

                          I think if i don't blame my self then who should i blame, i think blaming someone for our mistakes is a native thing in our personality, so i prefer to do not lie to my self and tell it that the cause of loss is the market or the news, every loss is because of me.
                          • #193 Collapse

                            yes you are right. any one who is a forex trader should realize first before forex trade that there will no blame on forex or broker or any other .the trader will responsible for his trade. so every one should work hard and learn about forex and become a good and successful trader.
                            • #194 Collapse

                              g han buhat se aisy traders hain jub wo forex trading kr rahy hoty hain tu in ko loss ho jata hai jis ki waja se wo apny broker ko blame daity hain or other logon ko bhi blame daity hain ye bilkul galt hai loss sirf humari mistakes ki waja se hota hai humaein apni mistakes ko accept krna chahye galti ko accept krny se koi farq nahi pardta hai balky nikhaar paida hota aap ki trading main agr apni mistakes se lesson lo gy tu
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                yeah this is very good point forex ko mat blame karo aggr app ko loss hota hai app ki mistakes ki waja se app ko loss hota hai forex to app ko nuqsan nahi deti balke app ki laparwai or greed ki waja se aisa hota hai apne app ko blame kia karen ,.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X