Gold trading.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    yes of course gold is highly profitable but as we well all know that gold rates are very high so our initial deposit to start gold trade should also be higher . it should not be trade on small account ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: maria پيغام ديکھيے
      Gold trading karny k liye humy kitni investment ki need hoti han.jiss se hum gold trading kar sakye.i think ye boht risky pair han.
      g han dear ap nay theek kaha hai yai gold ki trading bohot hi riski trading hai , is k liye hamaray pas kam az kam 500$ ka bonous hona zaruri hai , tab hi ham is pay asani say trade kar payen gay , other wise hamen is say loss b ho sakta hai
       
      • #468 Collapse

        forex trading m ain app log gold main be trading kar sakty ho par forex trading main agar app log main trading karna chaty ho tu is main app logo k pass ek acha sa account or forex trading k bary main best knowledge or app k pass trader k ley ek achi strategy be honi chayee pir app gold main trading kar is main ek acha profit is main earn kar sakty ho
         
        • #469 Collapse

          gold ma trad karna sa boht pisa milta ha or loss be hota ha is ma p ko pisa invst boht zayda karn ho ga ma to is ma trad ni karta is ma bas wo he kamkarta ha jo is ma invst boht zayda karta ha sab ka liyha forex ak online business ha
          • #470 Collapse

            gold rate best hota hay forex trading me kafi log gold pr work karte hay gold ke speed eur dollar say fat hote hay aur as me earing bhi ache khas profitable ban jate hay jab hum gold p forex traidng karte hay
            • #471 Collapse

              guys gold trading par kabhi bi na trading ki jaiye ga aik dam loss ho ga is k liye bnde k pas invest karne k liye bht zaida money ki zroorat parti hai or is par bht expert trader trade karte hain so app ko yehi advice hai k gold par trade mat karei ga ....
              • #472 Collapse

                Xau Usd yani Gold ki trading boohat risky hai.main nay bhi gold ki trading ki hai or abhi bhi kar rha hun but is main risk boohat zyaada hai.agar balance acha hai to he hum is main trading kar sakty hay...
                • #473 Collapse

                  brother gold trading se baz hi rahen to acha hai kio aap nai jantay k is ka koi aitbar nai .ya to aap ameer hojao ge nai to totally lost kar do gay apni sari amount ko aap ko ise trade karne k lia boht bari amount chaiye . mere khayal main to 500$ bhi kam hain. gold ki prices main already itna bra difference hai hum nai judge kar saktay k is ne uper jana hai ya neechay. better hai k currency pair pe trade karein.
                  • #474 Collapse

                    Golg treading ya kia sy treading to peso ki ji ti ha
                    pesy bhrany ky le ya tread krty ha ya aik jou ky nishani ha
                    • #475 Collapse

                      Without a doubt the pricey hum is usually task ko including krtay hain well , I imagine that is a beneficial task well , I imagine that is a very best task well , I imagine i'm keen on that task well , I imagine forex community that is a quick small business well , I imagine forex community that is a at ease in addition to that is a successful small business .
                      • #476 Collapse

                        gold trading ker ky kam time main earning tu ke ja sakti hai but dosri traf ap ko loss be ho skata hai forex trading main is lie ap gold main trading na kiye kero loss be ho jata hai
                           
                        • #477 Collapse

                          gold trading key leye aap ko achi investment ki zaroorat hoti hy kyun keh yeh market buhat tezi say apna trend change karti hy and aap ko itna moqa bhi nahi milta keh aap apni trades ko close kar lain. Jab tak aap experience gain na kar lain gold ki trading na hi karain to acha hy.
                           
                          • #478 Collapse

                            bahi ismein ager ap nt gold ki trading karni hy to aik to ap k pass gold ka experienc hona zarori hy bohut is mein agre ap bna experienc k trading karty hen to is mein loss bhi kafi ho sakta hy currency k mukably mein to is ki trading k leye bhi mein samjta hun k 300$ tak account hona chahye.
                            • #479 Collapse

                              mara khal mein tu hum ko gold per us time trading karni chaya jab humari investment 1000$ ho kyun k forex mein gold aik easa pair hain jis mein hum bhut ziada profit ko take bhi kar skta hain aur loss bhi bhut ho skta hai iss liya iss mein hum ko bhut planing aur ziada investment se trading karni chaya.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                forex trading busienss aik acha business hai lekin ager aap k paas acha balance nahi hai tou aap gold per trading nahi ker saktey ho iss liaye k yeh bohat hi ziyada risky business hai jiss se loss bhi ho sakta hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X