new traders kio itna greed kerty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    new traders is wja say laluch kartay hai ku k uhai pta he nhn hota trading ke bare mai bs vo ulta sedha trad krtay rhty hai jis ke wja say uhai loss hota hai or vo har man laity hai or chor daity hai trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      well my friend ju b FOrex k is business main new aty han un ko ye business boht assan lagta hai r wo ye samhjty han k hum chand month main boht ameer ban jain gai,wo greed sy kam lety han jis ki waja sy loss hota hai r wo sara blame is business py dal dety han ishi liye hum sunty han greed is a curse.
      • #603 Collapse

        g haan bhai jan new traders ki alag hi baat hoti hai wo apna andaaz alag laky chalty hai unka post kerny k tariqa alag hota hai wo apni soch ko kam apny jazbaat ko zaida istemaal krty hain
         
        • #604 Collapse

          new traders market ko achay se understand nahi kartay hain islye wo lalach kartay hain un ko lagta hai kay wo bohat jald bohat ziada earning karlain gay lekin jo exprienced traders hotay hain wo market ko sumjhtay hain
          • #605 Collapse

            forex trading main new users is ley ziyda lalach karty hain . k forex trading main wo log ek he din main ameer bana chaty hain . or forex trading main agar app lalach karo gy tu forex trading main app logo ko loss si koye be nahee rol saktha hain . or agar forex trading main app log apni ander si lalach ko nikal do tu forex traidng main app log is main ek acha prfoit earn kar sakty ho
             
            • #606 Collapse

              forex is really a very greedy platform for the first joiner of forex . forex is very profitable that make it more greedy things to new joiner . but to become success they must control there greedy .
              • #607 Collapse

                new traders inexperianced hote hain aur un ke pass knowledge nahin hoti ,iss liye jab unhey kuch pips ka profit hota hai to wo overconfident ho jate hain, iss liye unhay baad main bara loss uthana parta hai
                • #608 Collapse

                  Generally completely new investor are extremely money grabbing because they just don't try to fully grasp the item carefully as well as righteous necessity to help garner quite a few and more dollars with virtually no sounds plus they are adjust and quite a few involving find forbidden this can individual faults and so for starters they need to offer the rapacity after which start out the task along with regular as well as unwind brain.
                  • #609 Collapse

                    Har new traders other old traders ki tarah jaldi sy rich hona chahta hai but uss ka experience aur knoeldge old traders sy bohat kam hota hai woh jaldi rich honay k chakkar main begair sochy samjhy invest kr deta hai jo k loss ki sab sy bari waja hoti hai.
                    • #610 Collapse

                      mere dost paisa cheez hi aisi hai har koi greed karta hae lekin is tarha unhen kuch haasil nahi hota. greed insan ki sab se bari dushman hai aur insaan ko kahin ka nahi chorti. jo b greed kartay hain vo hamesha loss hi uthatay hain.
                      • #611 Collapse

                        meray mutabiq new traders es liye itna greed kartay hai kyun k wo nahi jantay hai k greedy attitude se FOREX main loss bhi hota hai aur unki knowledge greedy attitude se honay walay loss k baray main kaam hota hai.
                        • #612 Collapse

                          new traders ka yeh kahayal hota hy keh is main buhat asani say paisa kamaya ja sakta hy lekan woh yeh nahi sochtay keh hr aik business main profit aur loss sath sath chaltay hain. jab unhain thora profit milta hy to woh over confidence ho jatay hain aur ziadah lalach key chakar main ziadah loss kar bethtay hain.
                           
                          • #613 Collapse

                            Kiun k wo forex ko sonny ki chiriya samjhta hai lykn jaisy wo samjhta hai waisa nhi hai ic k liye boht c paractice krni parti hai aur learning krni parti hai tb ja kr aap k trader bnty hain warna greed se ko aap ko boht loss ho skta hai...
                            • #614 Collapse

                              Dear hum ik din main rich hoony kay chakar main hooty hain or market ki samaj nahin hoooti hai.is liey loss ho jaata hai but agar learn kia jaye to proper learning kay baad trading ki jaye to forex profitable hai or hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hay...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                he or is liye loss kr bethta he lekin agr koi b new trader apne emotions ko control kr le or zeyada laalch na kre to with the pessage of time wo forextory pips lety hain tho khud ko acha trader samjny lgty hain oor wo account ko hdel nahi kar paty. Wo greediness ko control esly nahi ka paty
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X