ap logo ne max kitna kamaya hai ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    I dont want to share with you that how much i am earning in this business, its right only for our moderators they can ask each and every thing for all the traders. so please do not share your monthly income in this business as well.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      assalam u alikum janab is pata nhi yar abhi kuch nhi kamaya q k main abhi new he join kia forex ko abhi sirf laga hai kamaya hai jab kamaoga to he ap k is jawab k barai main kuch batasakta hun bhai main aabhi se nhi kahsakta kuch
      • #108 Collapse

        Abh ak to bilkul new hun aur mujy nahi pata kay iss main hum jitna yada aur jitni achi tarah kaam kar sakain gay utna hi hum iss main behtar torp ar kamjab ho sakain gay iss liye humary liye zarori ha kay hum iss tarah kaam kar kay behtri ki tarf a sakain gay kiun kay iss tarah hum aur yada behtar treeky say kaam kar sakain gay aur jitna yada hum kaam karain gay utna hi hum achi tarah kaam kar sakain gay
        • #109 Collapse

          Dear forex trade mein kamai ka koi hisaab nahi hota jab ap is mein experienced ho jaty ho to ap kafi kuch earn kar sakty ho or phir apko oska hisaab b nahi rehta kyu k is mein bohat he fast earning hoti hai jo ksi b or online business mein nahi hai......... agar ap poch rahy ho to mein ne is week mein 80$ earn kiye hain jo k mery liye kafi hain.....
          • #110 Collapse

            main abhi forex main new hun aur main is main ziada lalach nahin kar rahi hun bas mera is main daily ka apna aik profit target hey jab woh pura hota hey to main market se out ho jati hun.
             
            • #111 Collapse

              bhai jan jaha tak mera khayal ha mainy or mary dosto ny is mai sy bht kamaya ha or loss b bht kia ha hm ya nae keh sakty k forex mai sirf loss hita ha nae forex mai profit or loss dono he hoty han
               
              • #112 Collapse

                forex trading main tu bohat he ziya trades hain or is main koyee trader kitna earn kartha hain or koyee is main kitna earn kartha hain . or forex trading main esi be traders hain jo k din main 200 doller si 500 doller dinn main earn karty hain or is main esi be traders hain jo k din main koyee 20 to 100 doller be is main earn karty hain
                • #113 Collapse

                  asslam o alikum dear's yes dear mjy to abe forex ma aye hwy he 2 month ya as sy be kam time hwa ha mjy ak bar loss hwa ha our as bar In Sha Allah umeed ha as bar profit ho jay ga.
                  • #114 Collapse

                    g bhai abhi tak men ny kuch nahi kamaya men bilkul new user hun forex py laikin men apny seniors sy roz paractice karta hun.mujhy umeed hai k men bohut jald hi aik acha trader ban jaoun ga aur phr us k bad hi apni real trading karun ga aur apnay target ko achieve karun ga INSHALLAH.
                    • #115 Collapse

                      mainy 90 $ earn keay or phr apni galti or lailmi ki waja sy account wash krwa lia
                      • #116 Collapse

                        kamana bahut mushkil ha,asal me raqam hi nahi ha jis se kamaya ja sakaye,pak 1 gharib mulk ha.is me itna falto paisa kisi k pass nahi ha,jb kisi k pass raqam ho gi to kamaya ja sakta ha.mai ne 60 usd ka loss kia ha us k bad ab tak real account nahi open kia.
                         
                        • #117 Collapse

                          g bahi main to abi new kam hi strat kia hy abi tk to kuch nhi milas hy lakin umeed hy k mily ga kuch or main apny dosto se poucha tha uno ne kaha k ap inshallah zaroor mily ga ........
                           
                          • #118 Collapse

                            abi tak mai koi bi amount ni kama saka ku kay abi mra frst mnth hy forex par kam karty hwy ese lye mai etna nai kama saka but hope so jab hm target hasil kar lyn gay to at the end of the mnth hmy paisy mil jae gay..:)
                            • #119 Collapse

                              Bro main ny abhi abhi kam start kea hai main abh app ko kese bta doun k main ny kitna kamaya hai jab main ny kamana start kea tou app ko zaror btao ga bro aur trading is best way of online earning money at home :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                main ne ek aur broker par kafi earn kia main ne boht ache se earning ki hai aur aur es amin boht profit hoskta hai aur app es main kamayab hoskte ho so forex trding main app ne kamayab hona hai tu app es main pray karo aur apne islam par chalo forex tu forex hr kam main age nikal jaoge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X