What you do to control your emotions during trade?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    hamain apne emotions ko control mein rakhne kliye apne dimag se kaam lena parhta hae lekin agr aap dimag ki bajae dil se soch kar kaam kartay hain tau aap apne emotions ko control mein nahi rakh saktay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Sawal tu ap kaa waqae bahot maza ka h lakin bahot se log ap ko sach nhe bataen gay k wo forum mein posting aur forex mein trade k elawa kya kartay hen. maire age 30 years ki hy aur main trading k elawa zameendaari karta hon.
      • #438 Collapse

        jab aap forex main acha knoweldge aur experience hasil akr lete hain to phir apke andar aik acha patience ajta hey aur phir aap is main without emotions ke achi trha se trade kar saktey hain.
         
        • #439 Collapse

          Contorl your emotions when you sit for trading, emotions is the cause of loss of your money, emotionally trading always amount loss he ka sabbab banti hy, emotional trading kabbi be nahy krna chayee, emotional trading nahy krni chayee, jab be trading kr cool ho kr patience mind sy trade kryn. so dont use emotional mind in trading.
          • #440 Collapse

            gii haaa merre bhaii hummee forxx mee apnnee emotionn koo controoll karrnna chahhee aggarr humm apnee emotionn koo controoll naee karrtee too yee hammree laee nuksaan bann sakktaa hee isi laee apnee emotion ko control me rakhe
            • #441 Collapse

              [B]Kia apko APki Email yaad ha jis sa ap na Insta pa singup kia tha ? aap ko Insta sa ki helpline ka zarya sa apni id maloom kar sakta ha aur jub apko id ka pata chal jya tu password ap asani sa retrieve kar sakta ha , Agar asa ni karna tu apko new account bana kar apna forum k sath attache karna para ga!
              • #442 Collapse

                Forex trading me Apne jazbaat pr Qabu pane mazboot Quwwat-e-iradi aur himmat hosle ki zaroorat he, aur jo apne jazbaat ko control kar leta he wo bare bar imtihanat se guzar jata he, aur jo apne jazbaat ko contrl na kar sake wo life kabhi kamyab nhi ho sakta.
                • #443 Collapse

                  My personal issue to help everybody that all one states that that during buy and sell have to control ones sensations therefore i must be aware that how we many control an individual sensations, what we many carry out to control ones sensations during buy and sell please tell everyone.
                  • #444 Collapse

                    Well my friend you have asked a nice question my friend well during trade i often yell at myself and often dance to make my self control in the emotions my friend
                     
                    • #445 Collapse

                      Emotion is very dangerous for our trading and earning more from the business. If we can trade emotional then we can not trade very well and do not take the right decision so we are fall in loss and lost our every thing in the market. So we should control our emotion in the trading.
                      • #446 Collapse

                        Emotions control ka behtreen tareeqa ye hai ke ap api tarde open karne ke baad take profita ur stop loss set karne ke baad terminal close karke kuch aur kaam karen,warna pk dehaan just trade pe hi laga rahega aur ap thore se loss mein jata hua trade ko close kar denge.
                        • #447 Collapse

                          g bahi main forex trading main jab b kam karta hoon to apnay emotion ko control kar kay kam karta hoon aur forex kay bary main knowledge aur experience lern karta hoon ta kay real main ache trading kar sakoo,
                          • #448 Collapse

                            trading kartay waqat aghar app nay apni emotions par kaboo na paya tu app apna kamaya howa paysa bhi gawa saktay hai tu hosh mai reh kar trade karain
                             
                            • #449 Collapse

                              trading me hamen emotions ko control rkhna chaahiye us k lie hamen apny nafs pe apny ap pe control ki power honi chahiye iss k ilawa hamne hosh se kaam krna chaiye qn k hamen acha trader bnny k lie buhat si cheezon se control krna prta he jese lalach waghera or emotions pe control buhat lazmi he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                agar aap aik acha trader bnna chahta ha to aap ka lia zroori ha ka aap apni emtions ko controll rkha .... in sa aap ka dil ma lalach pada ho skta ha or aap jald rich hona ka khwahish mand ho sakta ... jis sa aap ko loss ho skta ha is lia aap ko apna zhahan ma ya bat yaad rakhni ha ka agar emotions ko controll na kia gia to ap ko loss ho skta ha ... in this way u can controll your emotions

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X