indicators in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex trading mai ziada sy ziada hard working karta hun ta k mia aik kamyab trader ban sakun or is mai ziada sy ziada earning kar sakun.forex me indicators be ak bht important rules ada krte hia indicators se be hum market ko kafi had tak samjh ssakte hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      indicator forex trading main aik acha hai khoe ky is ke help sy hamiye earning be mel sakti hai forex trading main aur ap ko is sy market ke direction ka andaza pata chal jata hai
      • #33 Collapse

        Ap forex trading mai indicator ko zaror parahy q k indicator ap ko market ky baray mai bohat kuch batat hai aur sath sath ap ko profit mai be bohat madad karta hai
        • #34 Collapse

          forex trading business mein mein tou ziyada ter bollinger bands ko like kerta hoon aur apni forex tarding mein issi ko hi use kerta hoon aurm ien iss k zariye se hi trade ko kerta hoon mein iss ko liek kerta hoon.
          • #35 Collapse

            ji bhai ji aap ny bilkul theek kha hy kih jab markeet me indicator forex tradeing me kisi bhi currencey par achi indicator dyy rahy hooty hain to hamin bhi chahiey kih ham bhi in indicator ko follow karien or istarh achi tradeing kar kar achi earning kareen
            • #36 Collapse

              bhai jaan mein new traders k liya indicators ko recommend nahi karun bil key mein unko khud mehnat karney ko kahun aur khud chart read karna seekhien aksar indicators bohut wrong indicatiosn dey they hain aur woh appko phasa dey they hain agar app indicator use b karo toh pehlay app us ko khud b confirm karo us k baad hi trade open karo.
              • #37 Collapse

                g haan hamain indicators ki knowledge b haasil karni chahiye q k indicators k bare mein knowledge hona buhat zarori hae trading mein q k indicators se hi hamain pata chalta hae k hamari trade kis taraf ko jaa rahi hae aur hum andaza laga saktay hain profit or loss ka.
                • #38 Collapse

                  G to brother me ye kehna chahta ho ke ap ne bilkul right or sahi question pocha ha. Me bi yahi question pochna chahta ho. Me dekh raha ho ke bohat se ache friends ne bohat hi ache answer diye ha. So, thanks for answering the question. Carry on you struggle
                  • #39 Collapse

                    yes main apsey agree karta ho k indictors jo hain wo ek specific roles ada karti hain aur humein chayeh k hum inditors k barey mian lazmi study kary aur ye chart par lagyai jati hain aur time frame set kar k apko market k tend ka batata hain jis se humein kafi help mil sakti hain ...
                    • #40 Collapse

                      salamzzz bhaiyoon mein bht bht dafa or bht see post mein keh chuka hn k mein indicators pe ziada trust nahi karta balke bilkul bhe trust nahi karta aap sb apney dimaagh ka istamaal kar k trading karein us se aap ko ziada faida hoga
                      • #41 Collapse

                        k trend ka sahi pte chel jaata ha .lakin hum in indicator per complet trust nai ker sektay humain analysis bi study kernay chaahiain ore forexko chahye k wo indicatires ko achay say samjain our daikty rahain ki market ki kia possition hay ta k usnko loss nai ho trading me yehi faida
                        • #42 Collapse

                          indicators are the best tool in forex trading. in indicators ki helps sa hum market ka best analysis kar sakhty hn. or profit get kar sakhty hn. hamain indicators ka use karna ana chyae. kyn k forex ma wohe kamyab ha jo forex ko proper way ma karta ha. is ma greed sa bhe avoid karna chaye.
                          :cool::cool::cool:
                          • #43 Collapse

                            forex trading me indicators b kafi had tak humaray lye madadgar sabit ho saktay hain i mean agar hum yaha pay indicator ko samjhna jan jatay hain to ham kafi had tak prediction kar letay hain.
                            • #44 Collapse

                              yes in forex trading are very much important in trading . it involve in technical analysis so you have to select good indicator and check which is best to know the true trend and can wins the trade by earning good money
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                forex trading main indicators use karna bohat achi baat hey so aap indicatos say boahat achi earning kar sakty hen in say aap technical analysis b kar sakty hen..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X