forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    dear forex mein risk mara khal mein tu un traders k liya hai jis ko trading k experience nahi hia ya trading mein greedy ho jata hain other wise forex mein risky nahi hai. forex mein agar hum daily ya weekly k profit k target set kar leta hain tu hum risky se bhi bech skta hain aur hum ko earning bhi kafi sari ho jti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      asslam o alikum dear's forex ma risk ko kam karny ky liye humy forex ko ache tarha learn karna chaye. our forex ky bary ma kafe knowledge and exprence lana chaye.
      • #228 Collapse

        bhai apki bat sahi hay kay trading aik risky work hay aur is ma loss kay chances ziyada hoty hay lakin hum apny profit kay chance bhi ziyada ho sakty hay wo sirf aur sirf learning aur practice sa ho sakty hay aur yai hamari kamyabi kay nishan hay kiyu kay isi ki bina par ham apny future trading ko acha kar sakty hay aur apny profit kay chance bhi ziyada ho sakty hay
         
        • #229 Collapse

          There are many techniques available in Forex trading that we can use them for lowering the risk factor in Forex trading. We can use stop loss, which is one of the excellent tools for lowering trading risk. It is really a very handy and productive tool of risk management strategy.
          • #230 Collapse

            salam dosto,forex am risk ko kam karny ka lye hamy ak limit ma rh kar trade karni chahye or hamy mehnat sa kam karna chahye or jb zarorat ho tb risk ly otherwise nai.
               
            • #231 Collapse

              teek kaha app nai forex trading main agar koi iss tara ki soratahaal ah jahay tu kisi experence trader se app mashwara kar laina chaiya lakin try karain kay trading main apnay zain ko zaida se zaida use karain aur apnay problems ko kyud haal karnay ki try karain .
              • #232 Collapse

                First of all aap ko apny account ke management krni ho gee apnee investment ke hesab sy, means aap jitna loss ke percentage rakhyn os sy duggna aap profit ke percentage rakhyn, apnii investment ke hesab sy, forex market ko samjny ke salaheat peda kryn, wait kryn sahee exact time ka na k jaldbazi sy aap trader enter kr dyn, always remain coool and patience mind, never used greedy think, never remain for long time in fx market, can save your amount and grow your profit.
                 
                • #233 Collapse

                  Forex aik risky business s hey but agar hum is business main fully knoweldge aur experience ke sath is main enter hotey hain aur is main always patience ke sath is main work kartey hain to phir hum is main achi trha se successful ho saktey hain.
                     
                  • #234 Collapse

                    forex trading main profit or loss k chances 50/50 hoty hain. agr ap k pas market ka acha knowledge hai or forex trading ko achi trha samjhty hain tu ap k loss k chances buhat kam hoty hain. Ye sab insan experience k sath sath he sekhta hai.
                    • #235 Collapse

                      merre bhaii humm forexx mee risskk koo iss tarrha kumm karr sakkytte hee kee bhumm ziadda lalachh naa karre humme chahe kee humm take profittt kamm rakhee oirr humme chahee kee humm volumee bii kamm rakhhee yee hamare lae best he
                      • #236 Collapse

                        forex trading me risk ko kaam krney ke leye ap ko chahey ke stop loss laga kr agar ap trading karey gey to he ap acha result ley saktey hai aur ziada loss se bhe bach saktey hai is leye ap ko chahey ke stop loss zaror lagey..
                        • #237 Collapse

                          bhi load sheding to kafi he is k lay lap top ya ups sath rakhay jo keh 4 ya 5 ghante tk timing he aur agar ye donoo na hoon to phir stop/ loss and take profit laga de .
                          • #238 Collapse

                            dear forex ek riky business hai ager p is me risk kam karna chahate hen to is k liye apko ziyada se ziyada knowledge aur experience ki zaroorat hai kyun forex me earning k liye learning zaroori hai.
                            • #239 Collapse

                              g bhai yeh bat tau hae k loss buhat hae yaha lekin jo learning karne k baad start letay hain un kliye loss kam aur profit zayada hae so aap ko pehle trading k bare mein knowledge gain karna chahiye phr hi aap risk ko kam kar saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                aap ko baray capital se trade karni chaiye lekin us kay lia b shart ye hai k aap ko trading karna ati ho. Me trading main survive sirf isi lia kar raha hun k main maximum size 0.05 rakhta hun or mera account sirf 25$ ka hai. is se bara size bghair soche rakhun ga to mumkin hai k main lost kar dun sari amount. lazmi nai hai k jab aap trade karen to aap ka profit start hojai . entry loss main b jati hai or aik dum se normal b hojati hai. reasonable lot se trade karein or stop loss ka istmal karein. ta k aap ziada loss se bach sakein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X