Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Actually, Forex trading is a sensitive, risky and most technical and skillful business and it requires a high level of concentration and focused mind, so it is natural that a trader could be stressed out during trading hours and stress cannot be eliminated. So, it is important for a trader to always use good trading system and always apply risk management techniques during trading.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      han g forex mein trading karte waqat waqie strees ko khatam karna parta hai agr ap full free hoke
      trading ni karte to apko buht bara loss ho skta hai
      • #78 Collapse

        forex mai trade k waqat aap stress mai is ley chaly jaty hai .kew k humy trade k bary mai itan knowledge nai hota or na he experience .. or stress ke waja say hum apni profit ko loss mai badal dety hai, trading k waqt humy stress mai nai rehna chaey.......
        • #79 Collapse

          brother aise hota hai k hame apne ap par pura confidence ni hota .. jaise hi thora say loss hota hia to hum aik dam stress mai a jate hai to bajaye us loss ko cover karne k hum stress ho ka mazeed loss mai chale jate hain .. is say bachne ka best solution ye hai k hum practice karien jitni practice kar gy utna self confidence increase ho ga aur stress mai khabi ni ayn gy
          • #80 Collapse

            g aisa aam tor pr new traders k sath hota hy k wo trading k doran stress mn aa jaty hn. or ye trading k liy nuksaan da hy. confidient ho kr trading kren. or confidence experience k sath hi ata hy.
            • #81 Collapse

              meray khayal mein tou humein forex trading ko kerney k liaye apne mind ko trading k liaye teyaar ker leina chahiye aur achay trend k milne per humein apni trade mein enter ho jana chahiye iss se acha profit hasil ker saktey hain.
               
              • #82 Collapse

                buss yehi ik cheez hai jo k insan ko yani trader ko profit main ni any deti agar hum strees ko bhol kar just trading par focus dein aur wait kar k trade ko deakhty rahein hum kabi lose na karein yeh lalach and stress hi hai jo loase karney main aham qardar ada karti hain.
                • #83 Collapse

                  yes bahi is mein ap ny ko kaha hy mein bhi agree karta hun is mein jab hum strees ho kar trading karty hen to us mein loss k chances ziayda hoty hen to ap aik time table k sath trading karo ta k trading k time ap ko stree feel na ho.
                  • #84 Collapse

                    bhai jan ap ne theak kaha he hum jab b koi trad lagaty he wo loss m he jati he loss m jany ki waja ye he k hum ko market k bary m knowledge nai hota he
                     
                    • #85 Collapse

                      bhai esa hota hai ke jab bhe ham forex men trade karne lagte hain to ham stress ke wajah se trading sahe nahe kar pate but agar ham relax ho ke kam karen ge to ham sahe tareke se trading kar sken ge..
                      • #86 Collapse

                        forex main trading k liay hum ko sab say pehly cool mind chaheay jis ke base par hum sharp mind bana kar proper plane k sath trading kar skty hen so is liay proper plane or knowledge hona chaheay..
                        • #87 Collapse

                          agar apne daar aur stress ko khatam kerna chate ho forex mai.tou koish karo ke demo per practice kerho aur knowledge gain kerte raho forex ke bare mai kyun ke forex mai trading kerne ke liye experience chaiye hota hai aur experience time ke sath sath ata hai.thanks.
                          • #88 Collapse

                            yeh app ki apny mind tk hai jnab ... ap kaam ko kaam smjh kr kren or saaf si bat hai jo naseeb mein hota hai wahi hota hai acha ho ya bura ... so darny ya stress leny ka faida nai hai jo hona hota hai wo ho ker rehta hai :)
                            • #89 Collapse

                              buss yehi ik cheez hai jo k insan ko yani trader ko profit main ni any deti agar hum strees ko bhol kar just trading par focus dein aur wait kar k trade ko deakhty rahein hum kabi lose na karein yeh lalach and stress hi hai jo loase karney main aham qardar ada karti hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                stress mein app isliya chaley jatey hain kiyun k app k paisay involve hotey hain aur dosri baat yeh hoti hai k appkey skills itney improve nahi hotey aur appko apney upar confidence nahi hota isliya jitna appka experience bharta hai appkey skills b improve hojatey hai aur sath mein appka confidence b bhar jata hai tab appko phir itni stress nahi hoti ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X