I have some problem..... please help me...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    I have some problem..... please help me...
    Mera yeh question hai senior members se ke main jab bhi insta forex ka first level verify karti hun to har dafa verification manager mere document ko reject kardete hain....... jab ke main 1st level main apna CNIC front aur back english translation main scan karwa ke dalti hun upload to hojata hai par woh pass nai hota main ne kafi dafa try kia hai har dafa yehe ata hai it hink yahan pe bohat se members ki ziada tar yehe thread hoti hain........:confused:
    Iska koi solution hai ke asani se mera account verify hojaye please help me seniors....:(
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar aap nay apny documents upload kiey hain or wo verify nahin ho rhy to is ka matlab he hai kay aap kay documents reject ho jaaty hain.is liey jo rejection ki reason aap ko batai ja rhi hai aap ko uss daikhna ho ga.
    • #3 Collapse

      G mujy to abhi tak koi problems nahi a rahi hain kiun kay main jitna yada aur jitni had tak kaam kar lainn utna hi humary andar mehnat aur sadgi ki faza kaim ho is main hi hum acha kaa mkar kay behtr kaam kar kay kamjab ho sakty hain
      • #4 Collapse

        brother ma be forex treading ma new ho or ma na be insta forex ma account banyha or insahala mera account veryfi ho jeya ga or mera first level pass ho jeya ga insahala allah per barosa rako ap be or ak ber try karo allah maher ban ha insahala ho jaye ga veryfi
        • #5 Collapse

          ap first level ke rules ko prh kr account per docoument submit krain ap first level passport se verify krwa skte hain r second level ke liye apko bank statement ye domicil chye.
          • #6 Collapse

            bhaie dekhen jahan tak mujhe pata hai to agar ap ki har cheez english main hai aur bilkul saaf aur wazeh hai ap ke documents to ap kay documents kay reject hone ka sawaal hi paida nahin hota baaki mujhe pata nahin hai
            • #7 Collapse

              bhai ager apki verification ny ho ri tu wo apko rejection ki reason bata detay hotay hain k ku reject kiya ha ap scan aachay se krwa k kren or 2nd jb apne agreement sign kiye tha tu us pe jo adress likha tha wo i,d card wala hona chiye ager zara b different hoti hain apki details sb same honi chiye cnic or agreement pe ager kuch b difffrent ha tu is liye reject hota ho ga.
              • #8 Collapse

                g bhai jan forex trading account ko verify krwane k lie ap ko pehle step me passport upload krna chahye g is tra ap ka first level verify ho jay ga or ager ap ka 2nd level verify na ho to us k lie ap bank statement use kr skte ho g aesa hi kro g
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: umar ali
                  main ap ko sample procedure batata hoen jas sa ap boath he easily apna account veify karwa sakty han han first level main ap apna pasport upload karhn aur dosray level main bank satement upload karhn
                  bhai sab log first verification level main nic upload karne ko kehte hain ap passport ko upload karne ko bolrahe hain, wese main ne pasport or driving licence bhi upload kia tha par woh bhi reject hogaya
                   
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sheikh muhammad asif پيغام ديکھيے
                    Mera yeh question hai senior members se ke main jab bhi insta forex ka first level verify karti hun to har dafa verification manager mere document ko reject kardete hain....... jab ke main 1st level main apna CNIC front aur back english translation main scan karwa ke dalti hun upload to hojata hai par woh pass nai hota main ne kafi dafa try kia hai har dafa yehe ata hai it hink yahan pe bohat se members ki ziada tar yehe thread hoti hain........:confused:
                    Iska koi solution hai ke asani se mera account verify hojaye please help me seniors....:(
                    mere sath b kuch essa hi problem a raha he, pehle instaforex wale to urdu ID card b accept kar liya kerte thy, lekin ab english wala b mushkil se accept karte hen, me ne apna personal passport b upload kiya insta walon ko 3 4 bar lekin inhon ne reject kar diya, ab main domicile try karon ga inshAllah...
                    • #11 Collapse

                      bhai is ki waja ye hai k aap k account ya to aap k name pay nahi ho ga ya jo document aap upload kartay ho wo urdu me ho ga aap ko chahye k aap enlish me upload karo document jo k waha pay accept b ho sake.
                      • #12 Collapse

                        I think yours should maximum one years do the hard demo trading practice because it gives us lot of good knowledge experience and the good others knowledge .without too yours should from the best teacher do the conversation and lot of money invest .
                         
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: adnan10076
                          sub se fhly yeh note kero kay aap jo nic upload kery ho wo apke register name se same to same match hy ya nahi. dosre bth kay english me trsnlate kerwaky wahi scan bhe dena hoga and sath me urdu ke nic bhe deni hogi. ap shayd only wo translation send kerty ho and original card nahi so dono he dena hongy..
                          dear yehe to confusion hai koi kuch bolta hai koi kuch, ab ap bolrahe hain ke urdu ki nic bhi deni hogi verify main 3 options ate hain main ne apne teacher se pocha tah to unune to urdu ka nai bataya ...... unnune kaha 1st option main pora scan english main translte howa va aur second aur third main fronta ur back alag alg apne kese karwaya hai plz kindly bata den???
                           
                          • #14 Collapse

                            yr jis name se apka id card he or id card jo he english mein hona chahiye or bill mein jo name hota he ya bank statement mein jo name hota he wohi name id card mein hona chahiye and address jo hota he wo ap k insta k account k sat bilkul match hona chahiye to apka account verified hojayega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              sister mere khayal main to ho jaana chahiye verify app cnic ki color copy ko scan karwa kay upload karo aur saath he apna koi bhi utility bill ki copy bhi upload karo kyun kay un ko residential proof chahiye jo kay in cheezo se mil jaye ga aur account verify ho jaye ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X