market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    g mre bahi forex ak asa business hia as me hum jab trading start krte hia to hum as me har ak cheaz ko dakhtey kasi be cheaz ko hum ignore nahi krte hia or as me hum mrket ke tern ko bht ache tra se samjh kr phr work start krte hia.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      p ko chaiya ap trade karty waqat app ko is baat ka khiyal rakhna chahye kay ka ham trade kar rahy han or hamy aik acha trade banna ha hamy forex main kamiyabi hasil karni ha forex main knowledge or experience ka hona bohat zarori ha is laiy app kay pass is sabh ka hona bohat hi zarori ha..
      • #543 Collapse

        ager aap market trend ko dimag main rakh kar work karain gay toh ye aap kay liye bohat ziada acha ho ga aur iss se ap aik handsome profit gain karnay walay trader bhi ban payain gay
        • #544 Collapse

          Market k trend ko mad-e-nazr rakh kr hi trade krni chahiye ta k aap o market main forex ki up and down k bary main pta rhy aur aap ki achi earning ho aur bad main aap ko koi loss na ho aur na hi koi problem ho.
          • #545 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
            market trend ki trader ki success ma kia ehmiyat ha?
            no dear brother market trend say kabi kabi chalti hai our kabo ziyda break out hoti hai brother our who koi powerful nahi hoti hai trend line brother who esay hi kuch hi trader use kartay hai brother is ko bahot say strategy hoti hai jis ko follow karna parta hai brother our is may bahot ziyda importa hoti hai market ki information buss our kuch nahi hoti hai trend line
               
            • #546 Collapse

              bht ziada ahmiyat hen or hum koi bhi work karty hen trading sey hat kar bhi to analysis lazmi karty hen k current affairs kya chal rhy hen bilkul isi tarha fores trading main bhi trend ka analysis kiye bagair trade kafi ziada loss ki tarf ley ja skti hen.
              • #547 Collapse

                bhai trend maloom kiye bina trading me kamyabi hasil kar pana na mumkin si baat hai is business me kamyabi tab he hasil hoti hai jab is business ki knowledge ho and is business ko hum ne seekh rakha ho .
                • #548 Collapse

                  market k trend ko mind mai rak ker trade karna bhout zaroori hai . ager aap aisa nai kerty tho aap trade say faidya kaisy ley skty hai , or aik achy business man nai ban skty hai . ager market k trend ko mind mai rak ker trade nai kea jay tho aap ka profit b loss mai badal skta hai.
                  • #549 Collapse

                    lo daso mary bhai sara kam hi ya hi hy is k ilava yahan or kam hi konsa hy. bus aap ko aany valy trend k bary main pta ohna chahiy. bus phir kia hy aap trades lagty jain or profit hasil krty jain
                    • #550 Collapse

                      Market trend ko agar mind main raka jaey to trading bara positive results out ho ga. Daily trend ko judge karin aur trend main hi trade open karin ta k hum acha profit kar saken. Hum market main tab hi profit kar sakte hain jab hamary pass achi strategy ho.
                       
                      • #551 Collapse

                        itni important ha jitna ka ap ka liya ap profit laina market sa important ha, yeh aik choice ya koi option ha , yahii ap ka liya trading mein krna koo aha jou kr ka ap ko trading koi profit uthana ka ach trder banna ka moqa mila gaa..!!
                        • #552 Collapse

                          Trading kertay waqat trader ko market
                          samait her side per nazar rakhni chahyaio
                          yahi ek best trader ki nishani hay or intrest
                          lay tu ap profit ziada lay saktay hay.....
                          • #553 Collapse

                            ASSALAM O ALEIKUM bht zada ehmiyat hai market trend ki trader ki success mein qk trader ki trading depend hi market pe krti hai jab tak market achi nh hogi trader kabhi bhi achi earning nh krsakega or kamyab nh hoga,,, lkn market ko acha bnane wale bhi yahi traders hi hote hain
                            • #554 Collapse

                              market ko mind k rakh kar he trade karne chaheye kyo k market her waqt change hote rakhe hy es lye lye market ko mind my rakhna bohat zarori hy aur ye trade ka sub sy important feature hy trade start karny sy phly indicator ko check karo phly then trade lagao
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                dekhen mere khaylse forex mein koi bhe new trade open kerne se pehle jis cheez kodekha jata hai wo market trend he hai aur forex marke mein sub se mportant thing market trend ko samajhna he hai aap jub takes per focus nahee karengye aap ko problem rahe gee

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X