What is your hardest learned lesson in FX?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Dear jo member kisi bhi field main ya kisi bhi busniss main enter hota hai usko har kam shuru main muskil lagta hai lekin jab woh usse seekhta hai aur us main experince hasil karlete hai to phr usse us kam main koi muskil nai paish atii woh bohat easily har kam karleta hai. Isitarh s forex busniss ka hai jo ke aik best online way hai earning ka jo bhi member is main new enter hota hai usse yeh bohat difficult lagta hai lekin jese jese wohh is main proper learning aur ziada se ziada knowledge hasil karta hai usse trading aa jati hai isliye forex ko samjna muskil nai lekijn market ko shuru main anlyiz karna thora muskil lagta hai lekin agar hum demo account pe iski practice karen to hum is masle ko bhi katam karsakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      mien ny ek bar is business mien kafi brda loss khaya tha jiski wjah srf or greed thi...tb mieny ye abk seekha k jo mrzi ho jaye insan ko greed ko follow ni krna chahiye otherwise loss hony k chances boht brdh jaty hain trader k lye
      • #48 Collapse

        me is field me new hon or mera kam comments dena ha mujhe shoro shoro me ye samajh nahi a rha tha ahista ahista mujhe samajh a gaya is me hamari typing speed ka fast hona boht zarori ha or mentally mature hona etc bi is k ilawa anmol alfaz ka zakhira hona bi zaroori ha.
        • #49 Collapse

          main ny sab sy zayda hard ye learn kiye ai wo ye hai ky forex trading main greed ke thi jes sy muje ko forex tading main bohat zayda loss ho gia tha is lie kabi be greed na kero forex tarding main
          • #50 Collapse

            main na to yeh dekha ha k forex main money management zaorori ha or lalach sa bach jaey yehi basic ha asa kerny sa ap ko bara loss nhi hota or profit k ziyda chances hoty han
             
            • #51 Collapse

              Forex trading mein mere khayal mein indicators koo detail mein study karnee mein app koo kafi serious hoo kar study karna hota hai aur mein nee bhi indicators koo study karnee mein kafi time lagaya hai because main cheez uss kee application kaa hota hai kee app apni trading mein kaisee apply karein gee
               
              • #52 Collapse

                forex ko shuro mian smhna bohat muhskil hota hey jis main basic chezien hsamil hoti hian trading keh jesey buy ke trade kesey open krni hey aur sell ke trade kesey open kerni hey etc bus usiwuqt zyade mind kherch kerna perta hey aur phir slowly slwly hmian bohat kuch pta chlta hey trading ker ker keh
                • #53 Collapse

                  forex main kisi bhi insan ko jald bazi nahain krni chahyae, or experience zyada se zyada hasil krna chahye kyon ke tjurba he hai jo apko forex trading main success de sakta he,
                  • #54 Collapse

                    ye sab ap par depnd krta hai k ap forex ma treding k liay asan rasta ikhtiyar krte hian ya phir mushkil, forex lrning zra bhi mushkil nnhi hia bas ye time mngti hia start ma r us k baad apko bht kch dete hai
                    • #55 Collapse

                      not only on lesson is we feel difficult even we can say that learning forex is very difficult and we can lose our money and i think risk money management and indicators are hard for me to get understand in forex and i think we can make money and we can take money but with learning and i think forex is very risky business and i think we can lose our money and i think we are here to earn money and to me forex learning is very hard
                      • #56 Collapse

                        Forex main sab lesson ko ap trade
                        karoga to apko hardest hi lagaga. lekin sath
                        sath main ap uski practice kartey jaoga to
                        apko acha laga ga aur apka learning level
                        bharhta jai aur jaldi forex seekh jaoga...
                        • #57 Collapse

                          mere khayal me hum ko ye kam porri bharosy or dil se karna chahiey qu ke ek month me agar hum ne ten thousand kama liay to shayid hum next month me towinty thousand kama sakty hain us liay fresh dimag se kam karo .
                          • #58 Collapse

                            Dear jo sab se bara or bari mushkiloon k bad jo lesson mein ne forex main se sikha woh yeh tha k forex main lalach matlab sirf or sirf loss hai or agar profit chaiyeh to greed se door rehna hoga.
                            • #59 Collapse

                              dear i think that her is not any thing that can be as much good as forex trading is i think that we lal need to pay attentoon in gining more and ore incoem from forex trade so that we all cnagain morre and kore capiitla from foorex trade and cn abe a good traderr in forex trade an ccnagin money form forex trade more and more from forex
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear g forex trading may ham agar dakhay to is may aik new trader k liya to ya jub tak moshkil hay jub tak is may k pas knowledge na ajay or is may hotay hay sell ho bay ham ko in may trading karni hoti hay or in may sub say moshkil hota hay ham ko apnay jaz bat por kabo rakna agar ham is may jaaz bat ko control kar lay gay to ham ko is may kam say kam loss ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X