Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    forex aik asa kam ha jis ma hum daily k kam time per kar saktay han hum 5 time ki namas ada kar saktay ha or humya koi loss b nahi hota
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      brother hamari har kamyabi main hamari mehnat Allah ki raza our waldain ki duwaon ki zarurat hai koi bhi kam jb tak malik ki marzi na ho nahi ho sakta hai
      • #258 Collapse

        G haan ap bilkul thek kah rahe ho humen namaz k lye buht time mil jata hai , hum 5 time ba jamait se namaz parh sakte hain, is lye humen chahiye k hum trading karte waqt namaz ka khayal zaroor rakhen aur namaz parhen ye hum par farz hai.
        • #259 Collapse

          Bhai jis ne namaz parhni ha woh job ke doraan bhi parhty hian aur jinhon ne nahin parhni woh sara din farigh baith ker bhi bahany banaty hian , Firex trading mein hamain 24 hours trading ki zaroorat nahin hai aur iss mein hamary pass enough time hota hai ke hum Allah ki ibadat kar sakain, magar Niyyat tu KHUDA sab se behtar janta hai , kisi bhi business mein kam karne wale kHUDA ko yaad kar sakty hain
          • #260 Collapse

            yes brother as a muslim it is your duty to say prayers regularly lekin mera khayal ha k ahm ma se bahut kam log hi aise hun gy jo 5 time ki prayer regularly ada karte hen.
             
            • #261 Collapse

              jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye haijub insan ko business start karta hai tu who khud nahi karta hai who Allah us ki support kar k hi who start kar leta hai tu hum kesay apnay business time may apnay piyaray Allah ko bholl ja may nay bahot say log dekay hai jin k shope our bhot say trade online hotay hai jub b koi b namaaz ki azan hoti haiForex trading is a great business if you are just free 15 minutes free in the whole day, even still you can trade and get profit, but for this you need skills and knowledge to trade
              • #262 Collapse

                form here you can do that is really good formhere you ca do that is rally well trading in the form here you can do that is really well ............
                • #263 Collapse

                  han ge bilkul forex trading hmain namaz ka time deti hai q ke hum jab cahain tab trading kr skte hain or namaz ke liye time nikal skte hain.
                     
                  • #264 Collapse

                    well my dear friend, aap nay bilkul theek farmaya hay, hum kisi bhe aur business main ya phir kisi job main apni namaz ko to chor detay hain lekin apnay kaam ko nahi chortay hain, lekin forex trading main hum apnay deeni faraiz aur duniyavi faraiz dono ko easily fulfill kar saktay hain aur meray khayal say ye iss business ke best baat hay...
                    • #265 Collapse

                      Ha ham es business ko karty huvy asani sy apni prayer k lia time nikal sakty ha or hamy kice sy chutti
                      lyny ya kice sy ijazat lyny ki b zarurat ni parti
                      ham easily prayer k lia ja skty ha or hamy koi
                      qaid ni es mi.
                      • #266 Collapse

                        Har business ki tarah hum forex mein dunya(paisa)to kamaty he hain es k sath sath akhrat kamany k leye ibadat ka bhe kafi time mil jata hai.jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye hai k hum aasani se namaz k leye time nikal sakty hain.
                         
                        • #267 Collapse

                          han janab ap ki baat kafi had tak theek hai mai bhi agree krti hun log kamny k chahkr mai apni ahkirat ko sawarna bhool jaty hain ye to boht he asan trading ka k is mai hum apna kam bnd kr k easily kam kr sakty hain ..
                             
                          • #268 Collapse

                            Ha ham es business ko karty huvy asani sy apni prayer k lia time nikal sakty ha or hamy kice sy chutti
                            lyny ya kice sy ijazat lyny ki b zarurat ni parti
                            ham easily prayer k lia ja skty ha or hamy koi
                            qaid ni es mi.
                             
                            • #269 Collapse

                              G kiun nahi trade buhat yada time provide karta ha her kisi kay liye kay woh iss main apna kaam kar lay apny hisab say aur jab dil kary woh iss main apny hisab say sab chezon ko kary aur apny andae kaam ki lagan aur himat paida kary iss main kaam ka focus yada ho ga aur hum jis had tak chahin gay us hisab say kaam bhi kar sakin gay aur apny andar kaam ka focus bhi kar sakin gay iss main humari hi behtri ha aur aghy barhny ki lagan bhi ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                bilkul theek kha thanks for nice sharing i m proud of you, koi aisa thread aya jaah is bare me bat hui, akhirat ka intzam ham ne abhi tak nhi kia he jab k hame kerna chahye dunyawi dolat kb tk kamalenge ham akhirat ki dolat nhi hogai to ham kia mu le kr jainge k ham dunya k mashgalo me itn masruf the k hamen wakt nhi mila. me yehi suggest krungi k namaz k wakt nikal k namaz zarur perhen apka stress isse kam hota he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X