impact of patience on success in trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    i think,trading main success kay liey patience boohat important hai.agar hum is main patience say kaam nahin karty hain or loss main he trades close kar daity hain to hum earn nhain kar sakty.jab bhi hum koi trade lagaty hain to wo loss main jaati hai some time kay liey but we should wait for the reversal of market.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      g han bhai jan men ap ki es bat say agree kerta hon kion keh agr ap es men succcess ful hona chaity hen to ap ko us men loss bhi ho jata he or ap ko es men petience ka mozehra kerna chahey na keh ap himmit har jaen .
      • #438 Collapse

        bahi jab ap koi bhi buiness start kartyhen to us mein ap ko sabr sy hi kam karna hota hy tab hi ap aik achy businessman ban sakty hen to is mein bhi ap ko sabr sy work kar hi is mein trading karni chahye kio k is tarah sy ap ko loss nahi hota hy.
        • #439 Collapse

          Trading me sabr
          say hi kam lena parta hai .Sabar say hi hum
          is me acha profit earn kar sakty hai .Forex
          trading me agar hum sabar nhi karen gay tu
          hamay loss bhi ho sakta hay...
          • #440 Collapse

            Yes app ki sab se zada practice hi app ko is main kamyab kare ge aur app ko is main experience de ge aur app ko pata ho ga ke app ki demo per practice hi app ko real main kamyab kar rehi hay aur app ko is main kamyab hune ke liye achi money management se kam lena ho ga aur app ko is main lot size use karni ho ge .
               
            • #441 Collapse

              forex trading ma patience bohat hi zarori ha q k agr ap jaldbazi sy kam ly gy to is ma nuksan hony k bohat chance hoty han ya dakh bhal k krni perti ha q k ya fluctuation business ha
                 
              • #442 Collapse

                forex ma patience ki bohat zarorat hoti ha kiu ka agar hum apna andhar patience nahi rakha ga to kisi bi field ma nakam ho jay ga or forex jasi field ma to ap ko bohat Zayada zarorat hoti ha patience ki
                • #443 Collapse

                  bhai jaan aap ne acha question pocha or ye sawal mere mind mein bhe hai par yaha maxmum kitna hota hai wo to batadia gia par minimum kitna hota hai wo to share nahi hua ab mind mein aik or sawal peda hota hai ke 200s hote hen to kya 200s se kam nahi hote transfer agar aesa hai to kya 200s hone zaroori hen ? forex trading may apko puray month may maximum 1000 posting karni hoti hay jis kay apko 200$ tak ka bonus insta forex account .
                  • #444 Collapse

                    forex trading main patience ka bohot hi ziada impact hota hey aur jo koi bhi forex trading ko fully patience key sath kartey hain woh is main zaroor kamiyab ho atey hain aur kabhi bhi woh is main fail nahin hotey hain.
                       
                    • #445 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                      what is the impact of patience on success in forex trading business
                      brother patience (abar) ki buhat ziada importnace ha trading main agr aap sabar k sath trading nahi krty ho tu samjho aap greed ko choose kr rahy ho apni trading main jis se aap ko loss ho jaye ga iss liye har trader ko must chahye ka apni trades ko must patience k sath kry
                      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                      • #446 Collapse

                        G han bhai ismain ap ko trading ke liye ye zarori hy ke is main ap ko har kisam ki bat seekhni hogi tab ap is mai ja ke is main ap mony earn kar sakty hou our ismain ap agy ja skaty hou our ismian apko phr kafi faida bhi hota hy our is main ap mony ear kar sakty hou
                        • #447 Collapse

                          g han dear merey khyal mai trading mai aap k paas jazba or jurat ka huna lazmi hy k aap kam ktna kertey hu or aaap mai ktni slaiyat hy kaam kerney k yani k aap kitna seekh saktey hy loss sey sey ktna buch saktey hy etc
                          • #448 Collapse

                            forex trading mn knowledge or learning k bad jo chez sb sy zyada important hy wo patience yani sabr hi hy. agr kamyaabi chahty hn to sabr or tahamul k sath trading kren or lalach na kren kbi.
                            • #449 Collapse

                              Patience se aap ko acha trading ka result milta hia aap ko apni trades main patience karna chahiye yani k agr aap trade lgaty hian aur uss main loss hia aur kafi deer tak loss main rehny k baad jab wo profit main aati hai tu aap ko uss ko foran nhi band karna chahiye balke market ko dekh kar faisla lena chahiye kyoun k ho sakta hia k wo aur zeda profit main jaye iss liye patience zaroori hai iss main.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                dear i am new trader i forex trade and i think that w elal have to eb a lot fo expert in forex trade so that w elql cna agin more an dkroe capitla form forex trade an di think that we lal have tp eb a lot fo good trader in forex trade and to gain much mor e money formf roex trae and i think that w eal hvar to gain more andm kroe money form forex trade to be a good trader in ofrex

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X