trading mai hedging ki kya valu hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Bhai me hedging kay baray me ziyada kuch to ni janta leken hedgeing kay baray me itna kahoun ga kay hamain hedgeing say bacha chaiye q k instaforex me kbi kbi hedgeing say hamara account bhi disable ho sagta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      agr ap ne order lgya he or market buy chale gy he ap ne sell ka order lagya he to ap sell ka order laga de to os ko hedging kehte he es he tara agr ap ne order lagya he or market buy chle gy mgr ap ka order sell ka he to ap waha he buy ka order laga de to es ko hedging kehte he
      • #63 Collapse

        Forex trading iaj har us strategy ki value ha jis sa kisis bi trader ko faya hota ha ,main hedging karre hon jab mare koi trade bht heavy loss main hote ha . hedging bara bara trader lkarte ha .
        • #64 Collapse

          Hedging k bary main yh kahn ge k mughy yh pasand nhe ha kiun k es say hamy na toh koi faida hota ha or na he loss bus hamara account freez ho jata ha.
          • #65 Collapse

            Jab app koi trade buy kerte hay or wo trade app ki opposite chali jaty hay or app ko ak huge lost hone lagta hay to us time app ko hedging ki zarort hoty hay k app usy time sell ka trade kare.agar wo currency or be neche jaty hay to app ko buy say lost or sell say profit ayega.is say apko lost kam hota hay.
            • #66 Collapse

              trading main risk ko hedge karna hi sab sa main kam ha kun kh ap yeh hamaray liyeh faeda mand hu or ais sa hum aonay loss ku kam kr saktay u ya profit ko increase kar saktay jitna risk ko kam karin gay una ap ko profit hona ka chances ziad hon gay to....................
              • #67 Collapse

                janab trading main hedging ki bohat value hai hedging ap us waqt use karty hain jab ap trading main phans jaty hain us waqt hedging ka use hota hai ye ap ko loss se bachata hai.
                • #68 Collapse

                  bhai jan ap ne swal to acha pocha ha lekn mujhy abhi is k bary man nahi pta man ne isy suna to ha pr man zeada is k bary man janta nahi hon so is liy man ap ko is k bary man koch nahi bta skta
                  • #69 Collapse

                    dear is k bary mein mein to itna nahi janta hun mery dost ny mugy is k bary mein sekhaya hy k is mein jab ap ki trade loss mein chali jati hy to is mein ap us k mukhalif aik trade laga dety hen to us mein ap ko na hi profit hota hy aur na hi loss.
                    • #70 Collapse

                      bhai trading tu kesa busnis he jis me hamen akfi loss bhi ho sakhta he and hamen profit bhi hota he likn ham tb hi is me kamiyab bhi ho sakhte hen jb ham ksi bhi kamk me dihan denge ham usko jb tk sekehenge nhi tu ham kbhi bhi us me kamiyab bhi nhi mil sakhti he
                      • #71 Collapse

                        g han mra bhai apna sahi bola han f9orex ma apko chya han k ap sahi sa kam krha q ka forex ma muja is bara ma nai pta han ma apko jaldi hi jawab doga
                        • #72 Collapse

                          Trading main hedging aik important technique hai jis k zariye sy traders apne loss ko ksii hudd tak recover kr skty hain is main tarders ko aik hi time main do opposites trades place krna hoti hain aik sell aur aik buy main lakin is k liye boht knowledge aur skills ki zarorat hoti hai.
                          • #73 Collapse

                            Bhai trading mein hedging bohat maynay yani bohat importance rakhta hai q k yay sab ap ki trading pr nirbhar karta hai k ap kis tarah trade karahay aur acha trade karnay k lye hedging ko importance dena zaroori hai
                            • #74 Collapse

                              yeh is liye keh is se baz dafa apko lakhon main nuksan hota hai is liye yeh kam main bohat hi ahmioyat rakhta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                maine abhi tak jo threads hedging ke baray mein parhay hain ya tutorials mein jo samjha hai us hisaab mere liye hedging ki bahut ehmiyat hai lekin aisi jitni bhi cheezain hain inko aik makhsoos time ke liye sambhal ke rakhna chahiye hai kiun ke inka ziiada istemaal bhi nuksan karta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X