trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
    i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
    friend loss or profit trading ka part hai jo log yeh soch te hai ke unko loss ho jai ga un ko confidence nai hota hai . confidence knowledge se hota hai agar aap ko trading ke knowledge nai hai tu aap confidence ho kar trading nai kar sakta ho ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      bhai ji trade krty wakt hum ko possitive hi sochna chahye.agr hum soche'n gay kay hmain loss ho jaye ga to hmara mind disturb ho jaye ga or hmari attention divide ho jaye gi then loss kay chances brh jaen gay .
      • #768 Collapse

        q k unko khud py yaqeen nai hota k unhun ny jo trade lgay hai wo sahi hai ya nai wo apny decision kop galt samjhty hain aur ye buht bhari mistake hoty hia trade main aur phr waqi unko lose hota hia q k wo trade lgany sy pehly hi ye samjh lety hian k unko lose hoga aur phr mind galt trade lga deta hai .
        • #769 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
          i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
          Jee apki baat sahi hay forex trading main jo bhi koi trader investment kar kay ye sochta hay to wo loss he karta hay so humay chahiey keh apni trading par confident ho kar trade karen.
           
          • #770 Collapse

            ye buht bhari mistake hoty hia trade main aur phr waqi unko lose hota hia q k wo trade lgany sy pehly hi ye samjh lety hian k unko lose hoga aur phr mind galt trade lga deta hai business ma profit or loss 2 no ho sakhtye hai es liya ma without kis tension k trade lagta ho or mjy es liya b loss nai hota.
            • #771 Collapse

              daikhain janab har insaan is baat ko to boht ache tareeke se samajhta ahi ke duniya main koi aisa business nahi hai jis main us ko loss na ho aur mere kahyal se forex bhi aik aisa business hai jis main loss aur profit dono chalte hain aur is ka credit sirf hamari hardworking ko hi jata hai ager hamari mahant achi ho gi to hi hum ko losses ke chances kam honge
              • #772 Collapse

                well brother ye lack of confidence aur experience ki waja say insan k mind mai batain a jati hai .. jis k waja say insan waqi mai hi loss mai chala jata hai.. jab b trading kar to aik aim say aur confidence ho kar karein phr ye factor ap k mind mai ni aye ga aur zarur success ho gi
                • #773 Collapse

                  ku k unhu ne paise invest kea hote hn ya bare mahnat se bounes kamae hote hn un ko loss ka buhat dar hota ha aur almi mande mn waise hi mande ka rujhan hota h is le log loss se buhat darrte hn
                  • #774 Collapse

                    je han fear of failure boht he bure cheez hai aur app ko es main boht nuksan hoskt ahi aur app ko es main kamayab hona hai tu app es ko learn karna hoga tu app es main ache aur best result nikal skte hoaur ap es main kamayab be hote ho
                       
                    • #775 Collapse

                      yes dear koy be forex ma trading ker tay hay wo us trading ka waqet ya sochta hay ka us ko as trade se loss ho sac ta hay or wo as may sochta rata hay or us ko profit be hota hay or loss be hota hay
                       
                      • #776 Collapse

                        loss bhi trading ka part hai yr tu ya sochna meray khayal main buri bat ni hai as ic soch sy hum apna loss minimize karnay ka plan banatay hian aur ic sy humen apnio trade throughly dekhni parti hai jo achi bat hai
                        • #777 Collapse

                          beginners jab trade open karty hain to un ko ye boohat darr hoota hai kay loss ho jaye ga.or loss ho bhi jaata hai.main bhi essy he karta tha lekin ab main apni strategy ko daikh kar kaam karta hun or enjoy karta hun.
                           
                          • #778 Collapse

                            log trading krte waqt is liye aisa sochte hain q k un km paas koi trading skills best strategies experience or forex ka knowledge nahi hota mera mashwara yehi hai k pehle to forex ko knowledge hasil kro then trading start kro phir ap ka self confidence barh jaye ga
                            • #779 Collapse

                              Trade kartay huay apko sab points ko madenazar rakhna hota hai to bilkul usi trah ap is haqeeqat say bhi nazar nahin chura saktay kay ap agar profit kay liyay trade kar rahay hain to apko loss bhi hosakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                dear i agree with you that mostly traders in forex trading market have not proper knowledge and learning of forex trading market so they are not fully satisfy about their trading in forex market with help of proper learning we become more satisfy about our trading and trading in forex market with full confidence

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X