Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    profit and loss is a part of business. greed ko avoid kar k hmy trading ki taraf hi dhiyan daina chaye. q k greed sy na hm any wala loss rok skty hai na he profit ko zaburdasti hasil kar skty hy..aur y kehna b yad rkhna chaye k lalach buri bala hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      ji bilkul greed koi avoid kr k acha trader bana ja ska hai yeh kam hi esa hai agr lalalch kren to nuksaan hi dekhna pary ga boss simple c bat hai :)
      • #513 Collapse

        and larch insane me se Rabi kht m nai ho ta ha ma gar hum i c s e bate s a k ty h n ku k ye business ha e ht risky ya ha pe loss b hota ha and profit ay mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zy ad a chalice quay hacker main trade ko close nail krt y his ki v ja say market down
        • #514 Collapse

          some time ap ko kisi equity main attraction nazar aati hai aur ap had say ziada lalach karte hoey us per investment kar letain hain jo kay aik baray nuqsan ka bais ban jata hai aur ap achi trading nahi kar pate
          • #515 Collapse

            saalm frndz,greed bht buri cheez ha q ka ya insan ko barbad kar dyti ha or jab insan greed karta ha to usy ka ki paewah nai hoti usy sirf paiso sa pyar oho jata ha to wo km h kamyab hoty ha.
               
            • #516 Collapse

              Greed to mere kyal me her aik ka hi week point ha and lalch insan me se kabi khtm nai hota ha magar hum ic se bach sakty hn ku k ye business ha e bht risky yaha pe loss b hota ha and profit b .jab hume thora sa b profit ho jye tou hume chye k pehly ucko withdraw karwa ln then new order lgyn ta k jitna profit hume hua ha utna tou hum nikal sakn.
                 
              • #517 Collapse

                bohat acha treqa hay main nay to yahi dekha hay kay mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zyada lalich kay chaker main trade ko close nai krty jis ki vja say market down ho to sub profit loss main chala jata hay so agr greedy say bach kay trade ki jaye to ap acha profit bna skty hain easily.
                • #518 Collapse

                  that is the most important factor if we will not avoid the greed then that is the impossible for us that we can ever get the success in the forex we cannot get the success that is why avoid the greed and go for the success
                     
                  • #519 Collapse

                    Greed ko avoid kren then trading karen to ap ko forex maay kamiyabi mileygi or ap loss nahi krengy greedy ki waja se hum aksar chota chota profit bhi hath se gawa deyten hen or na humre pas bara profit ata ha or na chota.........!
                    • #520 Collapse

                      Basically ap ko hamesha greed loss ki trf laa ka jaatii ha kun ka ap ka damagh us lamha kam kr nai raha hoota jaisa ka awoh kam krta ha aam halat mein ap ka liya ,, ap ki greed mein ap apna target change krta ho aur loss utahata ho..!!
                      • #521 Collapse

                        dear apki baat theek hai har koi greed ko dawat deta hai ta k zada se zada pesa kama sake mgr ham is se kuch hasil nahi kar sakte hain bal k bas hamen loss hi hoga hamen chahye ka ham bas mahnat karen or us ka phal hasil karen or greed ko ignore karen
                           
                        • #522 Collapse

                          yes greed ak bht he buri cheez hai forex trading main ic ki waja sy log sensibility kho detay hain aur losses kar beth tay hain.. bht saray log greed main aa k jo kch kamaya bhi hota hai wo gunwa detay hain. ak acha trader apnay apko control karta hai
                          • #523 Collapse

                            Jee haan aap ne bilkul theek kaha mere bhaai aur zada tar ye new traders kay sath hota hai kyunkey unhain jaldi hoti hai pessy kamanay ki jab kay unkay paas thora sa bi experience nahi hota iss liye aap ko chiaye kay greed se bach kay rahian kyunkey iss se sirf nuksaan hai.
                            • #524 Collapse

                              h han dear hum forex me agr greed se bach gye to or mre pass forex ka knoweldge be zaida hon to hum bht jalid ak successful trader ban skte hia or hum as phr acha earn kr sakte hia as lie greed se bach kr as me kam kre.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                Almost tamam trader kay yehi weak point hota hai.Jis ki waja say os ko is me loss hota hai.Our trading say bhi out ho jata hai..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X