2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Aapp nee currencies kee movement koo bohat achi tarhan detail mein discuss kiya hai aur mere information increase howe hai currency movement kee hawalee see, mein fundamental aur technical analysis too study kar raha hoon lekin app kee post see currency kee movement kee baree mein achi information mili hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
      Salam to all

      I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

      1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

      2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

      Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
      Dear ap nay aik bahut he acha thread create kiya hai main aik newbie hon aur mujhe forex market kay ups aur down kay baary main information nahi thi k kyun forex market kabhi ooper aur kabhi neechy jati hai lekin ap ki iss thread nay meri yeh confusion dour kar de.so thanx for this thread
      • #123 Collapse

        app ka buhat buhat sukerya iss bat ko share karnay k leay mujay iss kay berry ma phily kuch nahee pta tha app ke iss thread ke wja say mujay market ke up aur down hinay ka reason pta chal geya ha.
        • #124 Collapse

          well you are right and i agree with your opinion and it is true forex market ko up karnay main ye dono main reason hain aur in hi ki wajaah sae jinn country ki koi iss tara ki news hoti ha tu uss mulk ki currency kafi buy kartaa hey...also i am new here and i am still learning..
          • #125 Collapse

            I can see you if you want to succeed in the forex market you training and a good education and follow-up all that is new in the forex market and also must possess a successful strategy so that they can succeed in this market
            • #126 Collapse

              thanks brother app nay bohat achi information post ki hai apne is thread main jis ki wajah se humaray knowledge main izaafa hua hai aur meri seniors se yehi request hai kay is tarah kay thread zaroor post kiya karain taa kay market ka andaza hota rahay humain.
              • #127 Collapse

                dear i think tha t you are saying very very true and i think tha t you shoudl try to learn and pay ypour ful attention in learning forex trade so tha t we all can gain more an dore incoem from fore xtrade an d cna gain more an dmore profit from forex trade an di think tha t we all need to pay attention in gaining more an dmore moey from forx trade so tha t w elal cna agin much more money from fore xtrade
                • #128 Collapse

                  dear mujy is ka bara ma kuch khas nai pata par ma ap ki baat sa agree karta ho .
                  • #129 Collapse

                    bahi ap n achi informasatin share ki hy mey khaly m market kay up or down honay kay do bunyaki wajha hain iak to ya ha . k market main ko e buri khabar gardish kar rahe hoti ha l or dosara ya ka traders ka ka rojhan is taraf ziyada ya kam hota ha
                     
                    • #130 Collapse

                      Tahnk u veryy much ap ki yeh information yaqeenan humein kafii seikhna ka bahios banani ha aur umeeed ha ka trading mein humarii liya bohat zyada helpful sbat hoo gi, jou ka lag raha ha..!!
                      • #131 Collapse

                        easi buhat c reasons hein jis ki waja sy market up and down hoti hein, or is sy sab trader business karty hein jesy agar ek country dosry country sy business karty hy to sellers karny wali country ki economic mazboot ho gi or us ki currency bhi mazboot ho gi
                        • #132 Collapse

                          bhai ap ney bohat informative thread bnai hey or mujhay perh ker knowledge mili hey kay market kyn move ker rhe hey, aik waja mujhay yeh smjh ati hey kay market mey buy ya sell ki war horhee hey is waja sey up or down horhee hey.
                          اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
                          Salam to all

                          I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

                          1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

                          2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

                          Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
                          • #133 Collapse

                            mary ahi bohat he achi maloomat share ke hai ap ney aur mujhey to bardey achey lagey me pehlay is ke mataliq nahi janta tha ap jan kr bohat he acha laga hai aur umeed krta ho key dosarey logo ko bhe acha lga ho ge yeh maloomat..
                            • #134 Collapse

                              mere piyare bhai aap ne acha tareeke se hame samjaya hai ke ek piar kio movehote hai kabi up kabi down . hosakta hai ke ye bank aur countries ke buying se ho . liken ye news ke waa se bee tezy se move kartee hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Aap ne bari qeemati maloomat share ki hain. Keh konsy factors hain jin ki waja se market main up and down movement hoti hai. Bari waja interbanks hain kun keh jab bhi in banks ki holiday ho to market bilkul movement nahi karti aur jam ho jati hai. Aur 2nd jab aik country dusry country se koi trade karta hai to bhi up and down hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X