importance of hedging
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex trading me hedging ek technique hai jo boht se traders market trend ko smjhny k liye use krty hen .. hedging me traders buy aur sell dono ki trades ek hi time pay laga dety hen aur phir agr market for example continuously opar ja rahi hoti hai to ek trade band kr dety hen aur dosari lagi rahti hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      AS-LAMA O ALE-CUM my dear friends es me ap short time me profit ker sakta ho lihaza ya us time kro jab ap ko zarorat ho ya mhsose ho ke ap mara ko es ke zarorat he tu use this
      • #63 Collapse

        forex trading mai hedging ka matlab mery khayal mai ya hai k ham forex tradig market mai sell or buying ki trade ikhti laga daity hain or phir market ko analys karty hain to agar market up ja rahi hoti hai to ham buying wali trade ko close kar daity hain jab k buying wali trade chalti rehti hai is tarha ham is mai profit earn kar laity hain or loss sy bach jaty hain
        • #64 Collapse

          Hedging is a technique which has been set by the traders during switch. The firmness of using this model is to make sure that merchant can set their buy and sell at a case. This technique is used to understand market trends.
          • #65 Collapse

            bhai ap ka question to pahla bohat acha ha ap ka shukria ap na ya discuss kia kiu ka bohat sa yaha new users ha or wo bi sikhna chah raha hota han han ya bohat important ha ka jab hum market trend ko samajhna chah raha hotay han to us waqt hum is ko karta han ma na bohat matraba demo account par asa hi pratice kar chuka hon or ma na real ma bohat acha earn bi kia ha magar wohi bat sikho gay to ya ap ka lia technique bohat kam ay gi aga ja kar
            • #66 Collapse

              forex main hedging bhi wohi trader kar sakta hey jo keh forex ko achi trha se janta ho otherwise every one forex main hedging bhin ahin kar saktey hain aur woh is main phans ke reh jatey hain.
               
              • #67 Collapse

                ek lot ko close nhi karta balky us ko bhi profit me aany ka wait karta hai or jab wo bhi profit me a jaye to trader us lot ko bhi close kar deta hai.forex trading mian hedging ke ehmiut to kafi hey lekin hedging bhe bre techincal game hey hey aur kisi ksii trader ko he ras ati hey.
                • #68 Collapse

                  bhai jan forex trading main hedging ka buhat benefit hai hedge ka urdu men hai rok dena rukawat iss ka matalb forex trading main iss tarah se ho ga k jub hum ne koi trade open ki hai or ous main loss ho raha hai or still chancehai k market mere against he jaye gi or mujhy mazeed loss ho sakta hai tu aap iss k against tarde oen krnein gy jo already open hai same volume se agr buy hai pehly ki tu aap sell krein gy or agr sell hai tu buy krein gy iss tarah rein se ab market jidhr marzi move kr jaye aap ka loss barkarar rahy ga ab jub market retracement ly wahan pr aik trade ko close kr do or aik ka liye wait kro
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #69 Collapse

                    yes it is one of the wy of doing forex trades and the most popular one for doing trades in one timne business for better execution of things.
                    • #70 Collapse

                      hedging aik achi technique hai lakin iss main risk factor zayda hai. risk iss tarah se hai ke farz kiya jab hom ne hedging start ke aur aik pair up aur dosra down huwa. hum ne up jaanay walaa trade open hi rakha aur be down janay wala close kar diya. ab jo trade up jar raha tha wo achanak reverse ho gaya. to us se ka humein bohat zayada loss ho jata hai.
                       
                      • #71 Collapse

                        Jab app ka account wash ho raha ho aur app ne trade lot size bhi big use kiya ho aur app ko pata chal raha ho ke app ka account wash ho jye ga aur app ko is main jitni sell ya buy ki trade lagi hay app ko itni hi sell ya but karne se app ko loss nahi ho ga aur app ka account safe ho jye ga .
                        • #72 Collapse

                          dear mjy is bary mai pta to nhn hai laikin is mai kam kar mjy bhot maza aa rha hai jo k mairy liya bhot acha hai is mai kam kar mjy bhot maza aata hai is liya mai is mai kam karta hu jo k ham sab k liya acha hai
                          • #73 Collapse

                            g bilkul bohat say traders hedging ko use karty and even i use it also ye ek bohat achi technique hay es kay zarye ap trade laga kar market ka trend jan sakty ho or loss say bach sakty ho then ek trade close kar do and dosri trade say profit get kar lo
                            • #74 Collapse

                              ji bhai ji forex trdeing me hedging aik techneck hy jis har trader bhi nahien kar sakta hy is ko karny ky lih hamen bohat ziada mihnat ki or experience ki zarooret hooti hy is liy agar ham forex tradeing me hedging karna chahiet haien to hamien forex tradeing markeet ko bohat andar sy janana zaroori hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex trade mei hedging kya hai meio is kay baray mei nai janta ho abi tu filhaal mei is market mei new member ho jaisay hi is market mei me agay barhu ga mujhe is k baray mei bi pata chal jaiy ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X