kya forex payout sirf bank account hone py milta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    no dear aap kisi exchanger say bhe hasil kar saktay hain payment un ko e currency ma transfer kar k but agr aap ka account hay bank ma to better hay ku k aaj kal ka zammaaanaa nai hay kisi per trust karnay ka .........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      nahi janab forex trading mein withdraw karwanay k bht se tareekay hein ap chahien to apnay bank account mein paisay mangwa saktay hein ya agar ap ka bank account nahi hai to ap online money prosessors bhi use kar saktay hien yani jaisay money bookers, egopay, webmoney ya etc....

      http://myforexpoint.blogspot.com/
      • #93 Collapse

        nahi bhai zarori nahi hai ke bank ka account hona chaiye broker ke pass aur bhi option hote hai money withdraw ke process ke liye.lekin bank transfer mujhe acha lagta hai.aur agar app bhi withdraw ka koi process rakhengay tou plz bank account he rakhna/
        • #94 Collapse

          i think dear is k ilawa or bi boht si opptions hai jis k trough ap apna balance withdraw karva sakty hai means kisi bi international process k zarya apna balance niklva sakty hai
          • #95 Collapse

            bhi ji ap apna profit ap apan bank account say b nikalwa saktay or bhot c opetion hay is may apnay profit ko withdrow karwna ka main to bhi g apna profit bank account say hi nikalwta ho
            • #96 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Bilalansar86 پيغام ديکھيے
              kya forex ka profit sirf bank transfer se hi milta hai plzz telll
              nai dear ap apna profit kisi bhi payment processor se withdraw karwaskte hain is main bank account ka hona must nai hota is main different options hote hain jisse hum apna amount withdraw karwasakte hain instaforex ke through, yeh aik bohat achi site hain asia ki jo hamen 100% pey karti hai bus is ke kuch rules hote hain jo hamen follow karne hote hain. Ap details ke liye instaforex ki website read karsakte hain.
              • #97 Collapse

                ji nahi brothers. forex may different option hay withdrawl karany k liye ap deposit option par click kar k options check kar saktain hain. aur ap kisi forex exchanger say bhi help lay saktay hain.
                • #98 Collapse

                  nai dear or bhi bht sy tareekay hain kafi online money saving or transfers sites hain jis ki madad sy appp deposit or withdraw kr skty hai lazmi nai hai k app bank sy hi krvao sb kch :)
                  • #99 Collapse

                    nahi dear forex mein bhut ziada acha acha options hain jin se hum payout ko get kar skta hain forex aik legal business hai aur forex mein jo bhi trading kar rha hain tu un ko kabi bhi ya problem nahi hoe hai k un ko payout kasa mila ga forex mein bhut benefits bhi hain aur acha options bhi hain.
                    • #100 Collapse

                      well my dear friend ye zaroori nahi hay kay aap apnay profit ko sirf aur sirf bank kay through he withdraw karwao, iss kay bohat saray option available hain, ager instaforex kay through work kar rahay ho to ap withdraw kay option mein ja kay check kar saktay hain kay konsa method aap kay leay easily accessible hay...
                      • #101 Collapse

                        bhai jan ham apni amount ko buht se method k zariye ley sakte hai bank transfer to sirf ek option hai jab ap ne account mein log in hoon gey to buht se process ap k samne hoon gey unmeihn se jo ap ko best lage ap us trah se amount ley sakte hain
                        • #102 Collapse

                          g han insta trader apko money transfer k aur bhi international pay processor alow krti hai,for example payza,skril,waghaira,in sy bhi ap withdraw le skte hein
                          • #103 Collapse

                            nahi bhai zarori nahi hai ke bank ka account hona chaiye broker ke pass aur bhi option hote hai money withdraw ke process ke liye.lekin bank transfer mujehe acha lagtaa hai.aur agar ap bhi withdraw kaa koei process rakhengay tou plz bank account he rakhna.
                            • #104 Collapse

                              Ni yr buhat se options hen jis py insta payment karti he skrill payza wagaria ap insta k live chat se puch ly wo apko bata dengy detail mein k insta kon kon si online accounts mein payment karti he.][][][][][][]][][][]][][][][
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                nahi aisa nahi hai ap ki marzi hoti hai ke jis tarha se marzi ap payment le sakte hain jese ke ap ne payment li hai skrill ke account main then ap ki marzi hai ap os amount ko kisi ko sell kar den aur amount apne bank account main mangwa len ye phir ap easy ya omini se bhi passa le sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X