Musalsal Loose ke bad Kiya Haar Manlena Chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Musalsal Loose ke bad Kiya Haar Manlena Chahiye?
    Dear friends may do saal se trading karaha ho. poray month mehnat karke posting bonus se balance banata hon magar pata nahi kiya baat ha har mah account wash hi hojata ha or sara balance khatam hojata ha. App doston se mashwara ha ke mujhe bataye ke may kiya karo. Trading khatam kardo ya jari rakhon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mre khyaal se to apko forex trading chorni nahi chahye bal k apko forex mai mazeed knwldge or experence hasil karne ki zarurat hai us k bad ap trading start karen ALLAH ka nam lekar...
    • #3 Collapse

      nahi bhai apko agar musalsal loss ho ra hai n to apko hima nahi harni chaiay ap r behtr treqe se try kren, strt ma aksr logo ko loss he hota hia but jo forex ko nhi chorte aik din kamyb zaror hote hian
      • #4 Collapse

        aap ko aik advice keron gee kay zindagi main kabhi haar nahi manni chahye chahay ap forex trading main ho ya real life main give up kabhi na karain aur hamesha confident rahain.
        • #5 Collapse

          dear mera apko mashwara yeh hai ek apko trading main haar nai manni chaye apko contineu loss hota ara haia to us main bhi apki koi na koi mistake rahi hogi ap usse realize karne ki khosish karen kiun ke har koi aik dam se perfect trader nai ban jata bohat hardworking aur experince ki zarorat hoti hai tab kahen ja ke woh log tarding main successfull hote hain. Apko bhi chaye ke ap aik naye sire se apni knowledge aur learning ko contineu karen aur ziada se ziada demo account pe practice karen aur phr trading karne ke liye barhen to hamesha low volume se aur easy currency pair se start karen InshAllAh apko profit hoga, Forex busniss aik bohat enjoyble busniss hai hamara liye hamen isse faida uthana chaye na ke disheart ho k chor den.
          • #6 Collapse

            Agr ap ko musalsal loss ho rha ho to ap ko chaeye k ap apny ustaad sy rabta krien aur usy apny account ki over all progress dikhayein aur mery khyaal sy is sy br kar aur koi b hal ho hi ni skta aur main is kaam ko bri taizi k sath enjoye kar rha hun.
            • #7 Collapse

              bro i think insan us waqt pori tarha sa haar jata ha jab wo haar man leta ha life main jab be ap ko loss ho to us kaam ko chora ni chaiey balky dakho kay kis waja sa ap nakam howy ho us kami ko door karo or next time ap ko success zroor mily ge
              • #8 Collapse

                bro ap ko trading chorni ni chaheya balky ap ko chaheya k ap hard work karo forex ko learn karo or demo account py practice karo or jitna zayada time ho sky demo account ko do or market k trend ko samajny ki koshish karo phir jab ap experience gain kar k trading kro gy to ap zarur profit earn karo gy inshaALLAH.
                • #9 Collapse

                  Dear mery khyal say trade may nakami k baad us ke waja maloom karni chaiya aur aap jo mistakes karty han un ko control krian aur un ko repeat na hony dain is k ilawa zyada practice kar k knowledge aur experience may izafa krian aur pehly say zyada mehnat krian aap zrur kamyab ho jaian gay
                   
                  • #10 Collapse

                    well my dear friend meray khayal say aapko forex trading ko chorna nahi chaheay balkay break lena chaheay, meray khayal say aap koi aesi mistake repeat kar rahay hongay jo aap kay samnay ho par aap usko identify nahi kar pa rahay hongay, aesa tab he hota hay jab hum apnay work ko limit say ziada apnay mind pay sawar kar letay hain, humain apnay work mein aur social work mein balance rakhna chaheay meray khayal say apko break lena chaheay aur apnay uss reason ko talaash karna chaheay...
                    • #11 Collapse

                      nei meray bhai musalsal loss hony ky baad kch time ky laayia trading choor deni chahyia or demo account men phir sy practice karni chahyia or un baaton ko talash karna chahyia jis ki waja sy trader ko loss ho raha hay agar ham un galtion ko dhoond layen to ham successful trader ban sakty hain
                      • #12 Collapse

                        ni jnab mery to khyal sy ni kbi b ni har manni hai ku k zndgi men asl mza is men hai k insan hanrny k bad b uth k khra hojy to forex men agr loss hota hai to its a part of job koi bat ni hmmt ni bs haro jnab or koshsh krty raho zror kamyab hojao gy
                        • #13 Collapse

                          I will advice you one thing that, never lose heart in FOREX or real life, just face each and every thing Confidently with having fear of Allah Almighty.
                          • #14 Collapse

                            jo log lose krty hain us ka mtlb hota ha keh woh mistakes krty hain ap ko market main kam krny kay liy himat nhi harna chahe blkeh is bat ka khyal krna chahe keh ham ny sahih kam kr kay apny losses ko theek krna ha aor profit hasil krna ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai haar kabi bhi nai mani chaiye ap ko apni mehnat jari rakhni chaiye ek na ek din ap successful lazmi hun gay ap bas zada say zada practice karein aur apna knowledge increase karein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X