new generation vs old men and women
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ya sir jo tredng ki news hoti ha wo tekh hoti ha or lag jati ha but hr time ni lagti or ap o os time pata lagy ga jab ap ko forex ke bary mein koch pata hoga or e smien janty hogy to apki news se bhe benifit mil jay ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Dear forex men wohe log zayda profit gain kr sagty hn, jin k pas trading ke ache knowledge and trading ka acha experience ho, is men age ke koe bat nhn ha, forex totaly experience and knowledge per depend krte ha, jin k ya donon chaizen ha, to wo bilkul forex men successful hosagta ha.
      • #48 Collapse

        forex ko aik modren job kaha jata he or mere hisaab se new generation ke log ziadf profit kartay hen q k is business me sara hisaab kitab ka khel he jo ke new generation se zida acha koi ni kar sakta
        • #49 Collapse

          may dear brother brother new ho or old ho agar ap k pass learning ka mind hai tu you are welcome dear brother agar ap k pass learning ka mind hi nah hai tu esay karo brother trader may enter mat ho who is liyeh trading only mind walay ko accept karti hai our jub tak mind ho ga tu learning our profit kartay ho rahay ho our agar learning nahi ho gi tu profit may b ap kar lo brother
           
          • #50 Collapse

            known in new generations and there are numerous purposes for this. Forex is the best place for work he member zayada successful ha kis k pas forex trading ka experience zayada experince knowledge hot hein wo achi earning
             
            • #51 Collapse

              gee bhai es busineess me old aur new generation ke koi baatt he nae hy bs es forum ke baary me js koo ziadaa se ziadaa knowledge aur expereience hy aur js ne ziada se ziada hardworking ke hy aur mehnat ke hy aur learning ke hy woo he trader sb se acha profit earn kr skta hy aur sb se acha trader bn sktaa hy
              • #52 Collapse

                yaar mere khyal se to old man zyada best treeqe se trading kar sakte hain ba nisbat new traders k kyun k old man k pass bohat sa experience bhi hota hai or knowledge bhi...
                • #53 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: wafa24 پيغام ديکھيے
                  main janna chahti hon kay new generation kay traders ziada profitable trading kartay hain ya old age kay log ap sub apnay opinion share karain
                  Dera forex trading ko start karne ke liye generation koi importance nai rakhti agar ap young hain aur gara ap old man aur woman hain tab bhi trading karsakte hain, balke sari bat apki good knowledge aur experince ki hoti hain apke pas jitna achi knowledge aur experince hoga utni ache taeke se ap market ke rules ko follow karte howe trading kar payenge, aur yeh busniss har us trader ke liye profitable hai jo is main ziada se ziada hardworking kare aur aik good learning gain kar ek good earning start karsake.
                  • #54 Collapse

                    mara khayaal sa joo log purana hain wo zadha acha tarika ka sath trdaing kaar saktain hain lakin main to yahi kahoon ga kahamain aik planning ka tahaat yahan paar trdaing karni chahiya then hi hum yahan paar aik achi earning kaar sakain gain
                    • #55 Collapse

                      yeh ix cheez pe metter nahi krti yeh apny apny mind ki baat hoti hai har bandy ka apna apna mind hota hai aqal hoti hai jo or mehnat ki baat hoti hai jo zyada mehnat krta hai zyada kaam krta hai zyada knowladge or experience hasil krta hai wohi kamyab hota hai
                      • #56 Collapse

                        Dear wase mere khiyal mai new generation k nisbat old members zyda ahca kam kar skte hain...
                        new generation mai sabar nhn hy wo har kam jaldii jaldii mai karna chahtii hy jo k sahii nhn hy onhain cahhiye k apne buisiness ko serious ho kar karain,,,
                        • #57 Collapse

                          forex mai trading who he best kr skta hai jis k pass forex ka experience or knownledge ho ..who young generation ho ya old women jis k pass zaidya experience or knowledge ho who he best trade ker profit gain ker skta hai..
                          • #58 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: wafa24 پيغام ديکھيے
                            main janna chahti hon kay new generation kay traders ziada profitable trading kartay hain ya old age kay log ap sub apnay opinion share karain
                            dear jahan tak mujay pata hai to hamari new generation mai zyada talent hai forex pay profit gain karnay k baray mai q k is k pas har kisam ki facility avaliable hai , or bohot say new trader forex pay work kar k aik achi earning gain kar rahay hain jesa k ''mai'' :p :D
                            • #59 Collapse

                              mera khyal hy k forex ki trading myn new generation old men aur women k muqably myn ziada acha aur behtar tor par trading kr skti hy q k new generation information technology myn fast hay is liy wo forex ko bhi behtar learn krti hy aur is say behtar earning bhi kr skti hy jab k lod men aur women new generation k muqably myn slow hyn aur trading seekhna bhi un k liy zara difficult ho skta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                new generations and there are numerous purposes for this. Forex is the best place for work and it is such put from where you can procure bound kar sky ta ha this k pas Forex trading key aka knowledge ho ga agar ap k pas trading key aka knowledge nai ha to ap agar young be ha to emery ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X