well my dear friend, mein to abhe forex trading ki iss field main new hun aur abhe forex trading ko learn kar raha hun aur jahan tak abhe tak iss kay baray main pata chal saka hay to ye aik baray kaam ki cheez hay kyun kay ager hum trading open kar dain aur humain emergency main kahin jana paray to hum iss ko use kar kay apni trade ko loss main janay say bacha saktay hain...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим