Overconfidence in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    ham ko Overconfidence-in-forex me nai hona hai ager ham Overconfidence-in-forex howt to ye hamra liye theek nai hoga or ham ko loss ho sakta haies waja se es liye ham ko Overconfidence-in-forex nai hona hai har hal me.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Hum humesha tab he nuksaan uthaty hain jab humein overconfidence apni taraf kheenchta hai..............i think sab trader mein 1 din overconfidence k wja sy he loss hota ha is lye forex me achi earning karny k lye ap k pass acha confidence hona chaheye na k overconfidence is lye kaml profit daily bhe ap ko achi income dy
      • #273 Collapse

        over confidence is forex trading is bad it make you failure and you have to face much loss in forex trading confidence is must but over confidence is very harmful in forex so avoid form it to get success in trading
        • #274 Collapse

          no it is very dangerous thing hamy over confident nae hona chahye and specially trading kay business may over confidence ap ko dabu bhi sakta hy or ap zero pay bhi aa sakty ho so don't be over confident and control your emotions
          • #275 Collapse

            yes dear agaer app as forex me kamyabi say trading kar rahay hay or aik achay munafa earn kar rahay hay to as k bad app me overconfedince pada ho jatay hay. jas say app apnay sary munafa invest kar datay hay or as tara say app ko loss bhe ho saktay hay..
            • #276 Collapse

              Over confidence to kisi bhi business ke liye acha sign nahi hota hai aur khas tor par forex ke business mai jo aik bohat hi zyada risky business hai aur agar hum overconfidence kare ge to hamari money bhi loss ho sakti ahi.
              • #277 Collapse

                Dear forex mai kiya hum jahan pay b over confidence sey kaam len gey hum nakam hoon gey kyuon k ic mai aap ka ikhtyar nai huta jab aap confident huon tou behter huta hy
                • #278 Collapse

                  ma yeh kehta hn ka hamara deciission jitna bi correct q na ho humay kabi bi over confident nai hona chayiya over confident hamesha nakaam ho jata hain
                  • #279 Collapse

                    jee haan yar forex trading ik jaal hai or jis main aap apni jaldbazi or lalach amin ah kr phas jatay hain ager hum apni aap ko qaboo main rkay tuo per hum kafi behter work kr sktay hain
                    • #280 Collapse

                      forex me kabi b over confidence nai hona nai tou ap ka accout kabi be ksi time be wash ho sakta hai sub kuch calculation kay sath trade kro best hai.
                      • #281 Collapse

                        Kissi bhi business ya kissi bhi field ya skill mei overconfidence bohat khatarnak ho sakti hai... and iss trading world mei jahan you never know where the market can go, ap agar overconfident ho jaty hain tou loss ka risk ho skta hai.
                        • #282 Collapse

                          jb humara confidence forex me use hota hai to ye profit me change hota hai lekin jb baad me ye confidence over confidence me change hota hai to hame bhot sara loss hota hai.
                          • #283 Collapse

                            over confidence kisi bhi business main nuksaan deta hai. forex main confidence bohat zaroori hai lakin over confidence acha nahi hai. jo log soch samajh kar aur proper working kar ke trade kartay hain wo kabhi bhi heavy loss nahi uthatay hain. humein chaiye ke apni trading bohat hi soch samajh kar karein.
                            • #284 Collapse

                              har kam main confident hona acha hai bt overconfident hamesha nuksaan hi puhanchata hai to humen forex trading k kam main bi overcinfident say kam nahi laina chaiye us say hume nukssaan hi hoga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                ji haan forex mai overconfidence hona hamre liye loss ka sabab banta hai.... qk bar bar profit earn karne se hamen asa lagta hai k ham bas forex mai profit hi earn kar sakte hain loss ka samna nahi kar sakte jab k asa nahi karna chahye hamen hamesha forex mai hardwork kar k hi profit earn karna chahye
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X