Loss kay waqat.......
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss kay waqat.......
    Dosto kia ap batana pasand karen gay kay jub ap ki lagai huwe trade loss main ja rahe hoti hay to ap ki kia feelings hoti hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    zahr hy loss ho rha ho to feeling achi ni hoti pr ma ap ko apny zati experince ki bat bata hon k jb b trade loss ma ja rhi ho or ap k pas margin ho to trade ko close na kren trade wapis zaror ati hy chay one week k bad ay es ly ap apni close trade ko zero loss pay la skty hen
    • #3 Collapse

      G bhai loss kay waqt hamre sath bora hota ha or hum ic say bohat sa profit hasil kar sakty hain forex ak bohaat he acha business ha jis say hum acha profit earn kar sakty hain...
       
      • #4 Collapse

        yes i feel bad ku k jab kisi ko bhe loss hho raha hota hay to har koi preshaan ho jata hay ku k us ko dobara say sari mehnat karni perti hay agr aap loss ma hon to aap ko chaiye k aap sabar say kam lain na k or trade laga kar apna sara acc khatam kar dalain ...
        • #5 Collapse

          Jnab yeh to clear si baat hay k jab ham ko trade may ya kisi bhe business may loss hota hay to ham preshan ho jaty han lakin aksar aisa bhe hota hay k preshani may aap pehly say zyada loss kar jaty han q k us wakt aap mentally tor par fresh nahe hoty is laiy loss hony ke surat may trade close kar daini chaiya
          • #6 Collapse

            ek bhut risky business hea aur loss aur profit yeh dono cheze mood ko change kardi hea aur forex mein zaori hea kea ap log iss ko learn karien.zahr hy loss ho rha ho to feeling achi ni hoti pr ma ap ko apny zati experince ki bat bata hon k jb b trade loss ma ja rhi ho.
            • #7 Collapse

              Bohat ziyada bura lagta hai keh jab hamari lagai hui trade negative main chal rahi ho. Aur dil kehta hai keh kash ye sell wali trade agar buy main hoti to sara profit hi hota. Acha analysis karen tab hi trading karen ta keh successful hon.
              • #8 Collapse

                bhai agar meri koi bhee trade loss mein chal rahe hoti hay to mein sab say pehlay is bat ko dekhta ho k yeh tarde loss ki taraf mazeed jaye gi ya profit ki taraf janay ka chance hay.phir mein apna balnce bhee dekhta ho k mera balace kitna loss bardasht kar sakta hay.then phir kia karna hay un condition k hisab say faisla karta hon.
                • #9 Collapse

                  aesay feel hota hai jesay humaray hath me kuch b nahi hai so hame yaha pay soch samjh kar he trade lagani chahye bjae is k k hume bad me loss ho jae aur hum yaha pay pachtae.
                  • #10 Collapse

                    bhei loss ka waqt mera feling yhe hote mera dil kart hein kla mein bs tarde ko chor douny kbhji na karo tarde mein apny goss apny dosto pher nalilt ho
                    • #11 Collapse

                      mere dost lo0ss toh takreeban har koi face karta hay lekin is say dil haar kar business chhor nahy dena chahye, hamen chahye kay ham apni ghaltyon say seekhain and koshesh karen and un ko repeat nahy karen taake future may nuksaan nahy ho
                       
                      • #12 Collapse

                        bhai jaan yeh wesy koi itna importance sawal nahi kia ap ny har bandy ko jab bhi loss hota hai to wo tention mai hi hota hai loss khaty waqt koi bhi banda happy feel nahi krta har banda hi tab tention mai hi hota hai apni galtiyon per note kerna chahiye
                        • #13 Collapse

                          G jab humare trade loss ma ja rahi hoti ha to hum bohat hi tens ma ajaty hn or hum phir har waqt tension ma rhty hn oor jab humn loss ho jata ha to humara dil us kam sa churany lag jata ha jab asa kabhi bhi ho to apna dil kabhi bhi choota mut karn
                           
                          • #14 Collapse

                            jab meri trade loss mein ja rahi ho to mein bht pressure mein a jati hun kyunki us waqt sabar say bhe kuch nahi hota or hamein koi na koi qadam uthana he perta hai at last baza dafa to mujhy hedging bhe kerni perti hai but mera capital he itna kam hota hai k mein dusri trade nahi laga pati or tab tak mujhy loss ho jata hai:(
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g meray dost jab forex men lagaaya hua paisaa loss men jaata hai tou bohot afsos hota hai lekin hum ko chahiyay kay hum apna dil chhotaa na karain or is loss se seekhain or hosla mand rahain..agay our mehnat karain sai trades open karain to loss k chances bhee kam hojatay hain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X