forex mein risk
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    well my dear friend, iss baat main to koi doubt nahi hay kay forex trading ka business aik risky business hay aur humain yahan pay aik aik step bohat soch samajh kay lena parta hay, humain trading apni ability aur knowledge kay mutabiq karni chaheay aur utna he risk lena chaheay jitna hum afford kar saktay hon...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      assalam u alikum dekhain dost riski to hai business koi bhi hu us main risk hota hai forex main main nhi smjhta koi bht bara risk hai agar apne mahnat ki hai to ap ka kamyabi ka ratio ziada hoga..
       
      • #348 Collapse

        Forex is a risky market but only for those who don't have knowledge and experience of this business. You can reduce risk to minimum by learning and building skills on demo account. Use good money management strategies to reduce risk to negligible.
        • #349 Collapse

          mujhe yeh samjh nai aap nay sawal poocha hai ya humy mashwara diya hai but jo b hai baat theek hai apki lot ko may lalch k zumry may leti hu is yehi wo main aspect hai jo mujhe kamiyab ya nakam kerta hai
          • #350 Collapse

            g han bahi jan forex main risk factor hai but mery mere khayal main aap bilkul kam se kam risk k sath trade kr saktye hin mat daikhen k ap balance kitna hai bus ek target set kr layen k mera ye target hi or ap daily ka maximum kam apny target k mutabik karen.
             
            • #351 Collapse

              bilkul yeah baat to hain humein koi bhe trade open kerne se pehle apne balance and equity ko apne mind mein rekh ker he trade open kerne hogee ager han hamare pass itna strong balance hai ke hum high leverege se trading start ker sakte hain to koi msla nahee hai lakin ager hum new hain forex meon aur hamare pass balance bhe kam hai to humein chaye ke hum ziyada risk na len
              • #352 Collapse

                apne sahe farmaya aik new member ko lot ka size kam say kam rakhna chaye jab tak ap basic level say profesional level tak na ajye tab tak bari lots size ka istamal karna ap k liye loss ka sabab ban sakta hay or apka acount zero hine mein time nahe lagay ga.
                • #353 Collapse

                  g bilkul bhai jaan agr aap risk free trading karna chahty ho to mini lots k sath kaam karo es se aap ko loss kabhi bhi nhi hoga i guarentee. or agr aap ese aik jua samjh k karo gy to loss karwa lo gy its confirmed
                  • #354 Collapse

                    Dear frands forex main risk factor hai but mery khayal main but mere khayal main aap bilkul kam se kam risk k sath trade kro ye mat daikho k mera balance kitna hai only one target set kro k main ye target hai daily us ka hisab sa ap apna kam anjam do.
                     
                    • #355 Collapse

                      forex trading main risk laina har forex trader ki apni merzi per depend karta hai k wo forex trading main kitna risk laita hai aur khud ko forex trading main best trader bana sakta hai ya nahi tamam traders ko forex main zyada mehnat karni chahiye hai.
                       
                      • #356 Collapse

                        agar ap forex trading main kuch high achieve karna chahtay hai tou apko forex main bohat mehnat k sath sath proper planning aur practice ki bhi zarurat parti hai tab hi ap khud ko best forex trader bana saktay hai aur humain forex trading main high achieve karnay k liye high ain ki zarurat parti hai.
                         
                        • #357 Collapse

                          Forex is a risky market but only for those who don't have knowledge and experience of this business. You can reduce risk to minimum by learning and building skills on demo account. Use good money management strategies to reduce risk to negligible.
                          • #358 Collapse

                            forex trading me trade volume ya trade size jisy ham lot size bhe kehty hain wo jitna bara hoga account otna risky ho jay ga account safe ni rahy ga account ko safe rakhny k liay lot size bht metter karta hy 100 dollars par .01 lot size bht acha hy ic sy bara lot size safe ni hy agar account ko safe rakhna hy to lot size throa rakhen jitna lot size kam hoga profit bhe kam hi hoga lekin account safe rahy ga
                            • #359 Collapse

                              dosto risk to har business main hota hai sirf forex main nahe or aik ache trader ko chahye k risk le kyun k ap risk le kar he aik bohot kamyab trader ban sakty ho...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Yes forex is als risky trading business but without taking the risk we cannot gain anything from it, and also we should take the risk according to our capital, if our capital is high then we can take the high risk and gain also high from it.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X