Forex markeet se fighting krna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yes thek bat hai q.k Market kisi ka khayal nahi karti kay koi profit me hai ya loss me hai. Forex market apny rules kay hisab se chalti rehti hai is liay humen in rules ko follow kar kay start lena chahiay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex market sy fight karny ka matlab yahi hy k market me agar loss ho jay to emotional ho kar or ghussy me aa kar trading ki jay lot bari rakhi jay ic sy trading ka to kuch ni bigry ga hamara apna hi nuqsan hoga trading to business hy loss or profit to har business me chalta hy agar loss ho jay to sabar karna chahiay or apni ghaltion ki islah karni chahiay
      • #93 Collapse

        forex trading aor fighting dono opposite hi age ap fighting ka es me sochy gy to kabi bhi es me kamyab nahi ho gi aor agr ap es ki shart aul rul ko apna kar chaly gi to ap ky leye kamyabi hi kamyabi he es lye pakistani people have not fighting if successfull want to it. so that
        • #94 Collapse

          any business there is a risk and we should have to take such risk if we want to make a good amount of profit and there is no meaning of life without any risk and i just love to take risk in it and i know if i suffer a loss in start then one day i will be a profitable trader because loss is only thing which helps us to be more experienced trader and i love to trade daily in demo account too because its really helps to learn more about forex .
           
          • #95 Collapse

            ap nay thek kaha new traders zayada say zayada bonus earn kar k apna lot size barhany ki jaldi main hotay hain jab k new traders ko bohat hi slow hona chahoye agar to wo forex say kuch seekna our hasil karna chahty hain , warna loss hi ho ga
            • #96 Collapse

              yes you say right my brother and i agree with you because market ke sath fighting krna sahi nahi hain aur fighting se loss hi huta han is ke elawa kuch hasil nahi huta hain ye new trader hi krty hainn ziada profit ke chaker aker ziada loss kr bethty hain aur aur hewy lot lga kr phir loss krty hain yani keh fighting shoro kr daty hain.
              • #97 Collapse

                gee bhai forex forum busineess hmaary kopi dushmin nae hy ye ak busineess hy js me hm trading kr ke profit haasil kr skty hy es lye es forex market se fighting nae kr ny chaye fighting krnaa hmy lose de sktaa hy es lye fighting naa kry aur hosly ke saath trading kry aur bs profit haasil kr ly
                • #98 Collapse

                  forex main app ko market ka jab tak pata nahi ho ga app is main kuch bhi nahikar sakte hay aur app ko is main kam ko karne ke liye is main kam ko samajna ho ga aur tab hi app is main kamyab hoon ge aur app tab hi is main fight kar sakte hay jo app is main experience ki waja se kare ge .
                   
                  • #99 Collapse

                    ji han sahi kaha ap ney k khabi forex business se fight nahi karna chayeh balkey agar forex market ko shikast dena hain toh ap ek hi chex se de sakty ahin w hain acha knowledhe and experince jis se market bht darta han .. aur ap easily isko hara sakty hain .. agar ap asa nahi karoegy toh market apko hamesha harata rahy ga .
                    • #100 Collapse

                      yes brother well said koi bhi trader hai chahye new hai ya old trading se mat darry kiyun k jub aap darr jao gy tu aap ko khuaf aye ga trading se or phir aap kuch nahi daikho gy only loss ko cover krny k liye bagair kisi analysis k trade open krty jao gy jis se bajaye loss recover hony k aap all amount ka loss bhi krva sakty ho forex trading main darr ziada new traders main milta hai
                      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                      • #101 Collapse

                        forex main app kabhi bhi nahi win ho sakte hay aur agher app win ho bhi jate hya tu app ko is main kafi wait karna ho ga aur app ko har bar win hune ke liye hard working karna ho ge aur app ki working app ko is mai acha trader bana de ge jo app ko is main kisi bhi time fight karne ke liye ready kar de ge .
                         
                        • #102 Collapse

                          gee ap ki bat sahi hain keh market ke sath fighting krna sahi nahi hain aur fighting se loss hi huta han is ke elawa kuch hasil nahi huta hain ye new trader hi krty hainn ziada profit ke chaker aker ziada loss kr bethty hain aur aur hewy lot lga kr phir loss krty hain yani keh fighting shoro kr daty hain
                          • #103 Collapse

                            dear forex market sa hum kabahi fight nhi kar skate ha kio ka Forex market ka bara min jo bara bara tarder ha wo bhi conform nhi bat skata ha kia hona wala ha but humra pas kuch tool ha jis ko use Karna ka humi kuch forex market ka idea ho jata ha but forex market main fight Karna bht difficult tsk ha .
                            • #104 Collapse

                              bhai forex market se kabhi faghitng mt krna warna nuqsaaan ap ka he hoga kyn kay forex trading main ap forex se nahi jeet saktay is lye forex kay sath mil kr he ap chal saktay hai is se laar kr nahi chal saktay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                jee janab ap ne 100% ture kaha hai k fightng se parhese kary market k sat fight krna axhi bt nhi hai fight se loss hi hoga is k elawa kchh hasil nhi hoga
                                اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                                Dosto forex market se kbi fighting na krna,ni to Anjaam bura hoga.
                                matlb agr apko aik bar lose howa he to phr se ziyada lot k sath trade ni krni ye sochty howy k mera lose b recover ho jayega aur profit b hoga,aisa kbi ni hota,bal k aur lose ho jata he,fighting ziyada tar new tradrs krty hn.unko bachna chahiye fighting krne se market k sath.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X