kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    mein to her trade mein stop loss legaty hun jis ki weja se trade khudi baand ho jaati hey aur her trader ko stop loss lega ker hi trading kerni chahiye , yeh humary trade ko safe and secure rekhta hey or is ki weja se hum kafi beray loss se bech jaatey hein or is ko support and resistance levels per legana chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      ok good hamari trades buhut dino se loss mai rehti hain aur kabhi uper ati hain laikin zada tar mazeed loss mai jati rehti hain aur aik din ap ko margin call mil jati hai [[[[[[[[[[[[[[[[
      • #273 Collapse

        Nhi janab agar meri trading loss main bhi jati hay to main main koshish krta hun k loss sy bach jaun kisi tarha or apni trading ko kisi tarha success krlun...............................
        • #274 Collapse

          ji ha bhai forex trading ek aicha side ha jo ki kuch rules k duara bana hua ha. Jo ki huma work karneche bohut faida hota hai. Agar hum forex trading ka rules follow kar k work karte hai to hume earn karna koi probem nahi hota hai..................
          mujhe to lagta nahi.......
          • #275 Collapse

            trading mai agar aapko loss pay loss ho raha hain is say aapkay account ko b khatra ho jata hain apkay liye better yehi hain k aap us trad ko close kar dain taky aap account close hony se bhaj jay or aap ni trading kary taky aap waha se profit gain kar saky
             
            • #276 Collapse

              friend loss is a part of this business and so all traders should have that at the back of their mind and also i encourage that traders always use proper money management whenever they are trading to reduce their risk in case of sudden price reverse at any point in time
               
              • #277 Collapse

                Assalam o alikum. Brother mere khayal may traders ko trades band nahi kerni chahye balke ager loss horaha ho to unko apni strategies pe concentrate kerna chahye kahan mistake hori hy find kerna chahye, but give up is not the solution..
                • #278 Collapse

                  haan g bilkul mujay be kafi dafa loss ho chuska hai meimn us ko band kar kay new trader laga deta hoon aur mujay faida be ho chuka hai is kaam karnay say
                  • #279 Collapse

                    Jee bhai main abhi demo per practice kar raha hon aur meri trade kai dafa loss main ja chuki hai lekin main uss loss ko recover karny kay liye ussi pair main aik aur trade laga deta hon agar pehli trade buy ki hoti hai aur loss main ja rahi hoti hai tu main sell ki trade laga deta hon ussi pair main iss tarah kafi had tak loss recover ho jata hai. kyo ke ap confident hote hai agr mujhe profit nhn mila is trade se tu kum se kum is trade ko breakeven pe close kr do ga aur is se ap ko trade khud close nhn krni padhti ya phr margin call nhn ati hai agr ap ne lot size sahe select kya hua hai tu ap ko trade breakeven pe close krne ka chance mil jata hai
                    • #280 Collapse

                      dear agar mujhe loss ziyada ho ajey to meinm tarde nahi kat ta lekin agar thoira loss ho or mujhe market ki smjh ajaey to tarde kaat deta hun or phir dobara tarde laga k loss recover kar leta haun.
                      • #281 Collapse

                        arar ap ko ek accunt me loss ho jata hy tu ap dosara accunt open kr len.ish tarha se ap ko profit kamane ka ek or moka mil jay ga or ap ka phala acccunt be rah jata hy
                        • #282 Collapse

                          zyada tar trader isi thra karta hen k wo loss wali trade ko ban kar dyty hen.aur phir nai id per trade start kartay hen aur phir iska kya fyda hota hy humara account badal jata hy likin hum aur humara knowledg to nhi badalta trade agar badalni hy to humsay badalnihy
                          • #283 Collapse

                            han shuru me to wesay me aesa nahi karta tha lekin ab kaam ko kar k mjhay aesa laga hai k kaam ko kar k he hum yaha pay apnay loss ko kum kar sakty hain is k ilawa aesa mumkin he nahi hai.
                            • #284 Collapse

                              To start demo trading also needs whatever short knowledge and know how about what is forex and what its functions and demo attain you perfect to go to original account and invest there for get profits demo makes you capable and gives your personality and skills perfectness to trade.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                sab se pehly bat k loss wali trado ko nahi band ker na chaye ager hum ko ek bar loss howa he to us mistake koe find ker na chaye k q hoe us ko theek karen or exprince ko gain karen ager pher bhi ye loss bar bar hora he to ap pher cloe ker sakty ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X