Elliote wave
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Elliote wave
    SAlam to all.senior member mujhe ap logo sa ak help laini hain.elliote wave k barey main maina bohut read kiya hain.5 wave hoti hain impulsive aur corrective wave hoti hain.wave ki counting hoti hain 1,2,3,4,5,a,b,c but mujhe sahi seekhna hai elliote wave k barey main koi mujhe sahi guide day sakta hain.elliote wave k barey main...Senions member comment and guide me....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan main khud bhi yahan par naya hun jis ki waja se main apko elliote wave kay baare main nahin bta sakta insha allah main abhi practice main hun agar mujhe is ke baare main pata chalta hai to main apko batane ki koshish karun ga
    • #3 Collapse

      dear forex me boht si aesi terms use ki jaati han jin ko semjena boht mushkil ha ore saarey analysist isi tra ki terms use kertay han jis ki weja se humain analysis ki sahi semj nahi aati .mujay bi dear is k baaray me itna ilm nahi ha .me
      • #4 Collapse

        elitte wave kay baraymujhay bhi nahi pata yah pehlay baar ap ki comment main souna hai kay yah bhi wave hai forex main. main ais baray main nai janta.
        • #5 Collapse

          Trading main jo apny elliote wave btai hain mainay unka naam nhe suna hua kyonk mera knowledge itna deep nhe hai aur na hi mainay kabhi inka naam suna hai apko chahye tha k khud hi define kar dayty ya koi agr yahan per aisa expert hai tu phr mehrbani kr k is term ko define kar day takay sab ko pata chal jaye iss k bray main.
          • #6 Collapse

            i read about this before but i still not know about this good but after time you`ll know about this and its good for you
            and can help you good dear in market and if you use it good its will help you
            • #7 Collapse

              dear mian ney kbhi is ko use ni kia hey na he iski kbhi zorrt pre hey lkein umeed hey ap ko koi na koi zorr is keh barey mian sahe tarah sey guide ker dye ga aur ap sub ke guidens ko try kejiey ga aur unka reslut bhe niklaiey ga keh konsa best hey aur yahan bhe share kejiey ga ta keh baki is sey fida hasil ker skain
              • #8 Collapse

                Elliot wave aik english jis ka name Elliot tha us ne ye theory pesh ki thi k jab market main aik long or short trend hota hai to wo 5 steps main uooper ya neeche aat hai. lehaza agar market 100% fibonacci level per chali jaey H1 or H4 time frame main to wo pull back hoti hai 61.8% level tak aur is k baad phir usi first trend main 100% k double movement karti hai. is ko elliot wave kehte hain.
                • #9 Collapse

                  dear i am new trader in forex tradinga nd i woudl elit to tell you that i do not have muhc mor e knowledge about forex trade and i think that w eall need to be a lot fo skilled forex trader so that elwl cna agin more an dmore captial from forex trade and cn again more an dmroe incoem formforex trade so that w elal cna gain more an dmroe money form this trading bsuienss anc an gain money
                  • #10 Collapse

                    Eliot waves Bhi Ek tarah Ki Calculation hai Jaisi ki Fiboo tool hai..Main nay abhi Tak Apnay Analysis main isay istemal nahin kiyaa magar jaldi is k baray Main information hasil Kar k Ap Say Share Karoun Ga
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #11 Collapse

                      Ye shayd koi indicator ha jiske bare me app baat karrahe ho mene to iska name bhi pehli baar suna ha agar ye koi aisi cheex ha jisse faida hosakta ha so me isko zaror try karong and agar ksi ko pata ha to zaror bataye
                      • #12 Collapse

                        hello friend forex me boht si aesi terms use ki jaati han jin ko semjena boht mushkil ha ore saarey analysist isi tra ki terms use kertay han jis ki weja se humain analysis ki sahi semj nahi aati .mujay bi dear is k baaray me zayda to pata nahi hai almost new hi hon
                        • #13 Collapse

                          my dear brother forex me boht si aesi terms use ki jaati han jin ko semjena boht mushkil ha ore saarey analysist isi tra ki terms use kertay han jis ki weja se humain analysis ki sahi semj nahi aati .mujay bi dear is k baaray me itna ilm nahi ha .
                           
                          • #14 Collapse

                            Dear elliot wave theory jin k hai unka kehna yeh hai k market waves main chalti hai or unhon ne yeh prove bhi kia k market 1 2 3 4 5 waves main chalti hai phir correction hoti hai abc ki forum main.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              insha allah main abhi practice main hun agar mujhe is ke baare main pata chalta hai to main apko batane ki koshish karun ga.Trading main jo apny elliote wave btai hain mainay unka naam nhe suna hua kyonk mera knowledge itna deep nhe hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X