kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ji haan jo kam apky indicator na kr skain ap ky teacher na kr sakain whi kam loss bari asani sy sikha deta hy jb bar bar loss ay to ap khud aik indicator bn jaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      G hmain loss say bhi bht kuch seekhne ko milta hai kio k hm apnay loss ki wja say apnay liye aik lesson hasil kr skte hain kio k ager hm apnay loss say sabak hasil nahi krte hain to hm kuch hasil nahi kr skte hain
      :p..........No One is perfect and I am No One........:p
      • #78 Collapse

        dekhen bhai jaan yahan p er jahan jahan kisi ko profit hota hai to us ko wahan per loss bhi ho jata hai yeh koi tention leny ki baat nahi ager ap ko loss ho jata hai to ap ko apni galtiyoon per dhayan dena chahiey
        • #79 Collapse

          yes tokhrayn kha k he insan sb kuch sekkhta he or forex pe loss krna is ka ye matlab he k ap next time aesa kuch na kryn jis se ap ko loss ho jay aik bar loss hona ap ko next time loss hone se bchata he or seekhne ke b moka smilta he
          • #80 Collapse

            Bro hamain loss se kuch na kuch sabak zarur milta he kyoun ke hamain pata chalta he ke humen konsi galti ki wajah se loss hua tha aur phir next men admi wo galti karne se avoid rehta he aur istrah usko loss nai hota he isliye loss bi hamain kuch na kuch sikhata he .
            • #81 Collapse

              jee hana aik loss aap ko itna kuch sikhja jata hai k aik profit ya aap ki kai din ki learning bhi aap ko nahi sikha sakati laken yah sikhnay walay per depend karta hai k wo apna loss ka kis tarhan analysis karta hai is sa aap ko buhat kuch sikna ko milta hai
              • #82 Collapse

                g han ye to such hai jitna bhi loss hota hai wo hummari apni waja se hota hai ye hum apni mistake ki waja se loss kar letay hain magar jab hum loss kartay hain is se hummay bhot kuch sekhnay ka moqa milta hai jis se hummay pata chal jata hai k loss kis waja se hummay howa hai
                • #83 Collapse

                  yes we should learn a lesson to our mistakes We should not greed, emotion and fear in Forex trade. Because they are so harmful in Forex trade. We should learn more and demo more practice to become skillfulness and best trader in Forex trade. We should market analysis and money management properly to earn more money from Forex trade. We should more and more practice in demo to become skillfulness. Thank you very much.
                  • #84 Collapse

                    In the dealing decline usually give people your tutorial. Health care need to be used your even more dealing. forex currency trading give people usually the tutorial associated with learning and and problems / losses will be the educator, For those who have the decline within the industry first of all wish to know the main reason of their kind of decline and explanation of their decline and discuss with your older for the miscalculation which often lead to of which kind of circumstance and wish to know the true resolved of the, and care within the next dealing associated with forex trading with this consider.
                    • #85 Collapse

                      bilkul mein es baat se agree kertee hoon ke forex mein hone wale her loss ke peeche hamre apni istake hote hai usmein forex market ka koi kasoor nahee hota because hum khud apni marzee se he trade open kerte hain humein koi kehta to nahee haina ager us waqt hum trade open nahee karengey to bach jaengey hum total apni marzee se he koi bhe trade open kerte hain han humein seekhna chaye apni sabqa misataes se unhe apni mind mein rekhna chaye
                      • #86 Collapse

                        g KIUN NAHI HUM KO LOSS SAY BHI NA SIRF KUCH SEEKHNY KO MILTA HA BALKY ISS TARAH HUMARY ANDAR KAAM KA FOCUS BHI BUHAT YADA HA AUR AGAR HUM ISS MAIN APNY KAAM KO POORI TARAH FOCUS RAKHAI NAUR APNY ANDAR MEHNAT AUR HIMAT KI FAZA KAIM KARAIN TO HUM BUHAT YADA HAD TAK KAMJAB HO SAKTYHAIN AUR ISS TARAH HUMARY ANDAR KAAM KARNY KI LAGAN BHI A SAKTI HA AUR HUMARAFOCUS BHI POORA HO SAKTA HA KAAM MAIN
                        • #87 Collapse

                          G han bhai jan hm jitna apni ghalti se sekhte hain itna kui aur lesson ap ku yad ni rehta. . . .agar ap apne ghalti se ni sekh saktay to phr ap kisi bhe tarah ni sekh saktay.....ap ku chaie k apni ghaltiun ko note kren aur phr wesi ghalti na kren
                          • #88 Collapse

                            loss ke waja hote he k os ko yad rko ky loss kis waja se hota he agr ap yad rako gy to ap fr bahoot achy aor jaldi sek jao gy agr yad nahe rko gy to fr bhe loss ho skata he loss galte ke waja se hota he aor trading me trader he os tara lagao ky loss os me he recover ho kr ap ko profit a jy to fr theek he
                            • #89 Collapse

                              loss galte ke waja se hota he agr ham loss ko boola de to fr ham koch nahe hasal kr skate he agr ham galte se trader lagae to loss hota he os ko yad rkna k keo order wrong lag gya tha mjy se agr ye baat yad rke jy to koe problm os ky bad create nahe hote he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex trading aik bohat hi risky busines hi iss lye ap ko is business main proepr learn ekr ke hi kam kerna cheye warna ap ko bara loss ho ga aik wise man apni mistakes se learn ekr leta hi agar ap apni mistakes ko control nahi kero ge too loss hi ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X