forum posts kay baad waqfa kerna chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    nahi dear forums mein rest kerny wala koi masla nahi hai bus apny achi trah threat ko read ker k posting kern hoti hai mere khayal say ager ap soch samjh ker post kero gay to moderator kbhi bhe apki koi posts reject nahi kery ga or ap asani say apna bonus increase ker skty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      gi nahi bhai jan aesa nahi hai kay hum 5 post kar nay kay bad chuh time waqfa lay nahi aesa kar na zarori nahi hai ap jitni chaye posting kary koi masla nahi hai forex amin
      • #78 Collapse

        wese jo aap ki marzi agr aap waqfa krna chahte ho to ker loooo warna ye zrori nahi hota
         
        • #79 Collapse

          here ypou can do that is really good from her so thatis really good forex trading n the for so that is realy good ..................
          • #80 Collapse

            Dear ye koi zarori ni hai k ap ko forex pay kaam karty waqt wafqa karna chahiye ye tu ap k mood par depend karta hai k waqfa kary ya non stop forex par trading karty rahein bus jo post kar rahey hai wo topic se related ho or ghalt na ho tu ap ko lazmi profit hoga
            • #81 Collapse

              yes bolkul g ays aager ham na kry gy tu ham pora hi is forex mai ghus jahy gee or ager es mai ham ghuss jahy tu ham ko samj ni ati hai kabi kabi tu mai b lalick kartu hu k logu ne 1000 post ki hai or meri post 100 se oper ni jati hai
              • #82 Collapse

                ni ji asa koi bhi rule nahi ha forex posting ma ye apki apni marzi hoti ha agar aap beech ma waqfa laina chahain tu warna koi lazmi nahi h AUR NA HI KOI ACCOUNT WAGAIRA BANNED HGA AAP CONTINOUSLY BAHT KAR ARAM SE posting karain jitni dair marzi karnachahaib koi fark nahi parta ha
                 
                • #83 Collapse

                  forum mey aap ko posting daba dab karni chhaiey or aap ko forum mey posting key lye waqfey ki zarurat hoti hey kiok ey waqfey sey aap ki mind thorhi fresh hogi or aap aik achey posting kar sako gey
                  • #84 Collapse

                    nehi meray khyal sa koi break nehi hia forum posting ka duran per post ka darmeyan gap 30 sec ka hai .ap regular work akr sakty good knowledge gain kar sakty continuously lakin ruels ko follow karay
                    • #85 Collapse

                      era Question ye hay kay kiya har posts kay baad waqfa lazmi kerna chahye keou kay me nay suna hay kay 5 posts kay baad 15 minutes ka waqfa lazmi dena chahye warna account banned ho jata hay kya ye suchh hay kindly zaroor reply kren jisay iss baray me knowledge hay me iss forum me abhi begginner houn issi liye mujhay nhi pata kindl
                      • #86 Collapse

                        G nahi mere bhai hum ne to aesa kuch nahi suna humain ek month mein 1000 posts karni hoti hai aur 200$ earn karte hote hai is mein is qisam ki kisi limit k baare mein nahi suna aur na hi is se kabhi kisi ka account bund hua hai aap is baaat ki tention na le aur posting kare.
                        • #87 Collapse

                          Assalam o alikum. No boy aisa kuch nai hota aapko kisi ne ghalat guide kya hy.. Jitni posts aapko 1 din ki kerni hoti hain wo aapki choice hy aap jese bhi karo gape de ker ya 1 sath. Yes but bht zyada post kerne pe shayd aapka account ban hoskta hy..
                          • #88 Collapse

                            bhai jan hm nay to aisa nahi suna hai k likin ager hm posting k bad thori rest karain gay to hm apne loss ko minimize kr skain gay is liye hmain chahye k hm apni posting pe zyada focus krain
                            :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                            • #89 Collapse

                              ji bhai apka swal acha ha mra ni khyal koi wkfa dana chya hn agr apko thread ke samjh a jay and answer ata ha to comment kr dan agr sara swalo ka jwab ata to sab kay dan dn isma wakfa zarori nahi ha bs rules ko obey kran
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: tauqeer6666 پيغام ديکھيے
                                dear Friends,
                                Mera Question ye hay kay kiya har posts kay baad waqfa lazmi kerna chahye keou kay me nay suna hay kay 5 posts kay baad 15 minutes ka waqfa lazmi dena chahye warna account banned ho jata hay kya ye suchh hay kindly zaroor reply kren jisay iss baray me knowledge hay me iss forum me abhi begginner houn issi liye mujhay nhi pata kindly reply and help me:confused:
                                Nahi bhai jaan esa kuch bhi nahi hota hum without waqfa bhi post kar sakte hain is se hamara account banned nahi hota account jab banned hota hai jab hum galat post karte hain......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X