Why traders LOse In forex???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bhai forex me traders ko tabhi loss hota hai jab un ko is business ki knowledge nahi ho or un ko is business ka experience na ho yeh business aik best earning platform hai is me mehnat he kamyab karwa sakti hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      This is very common thing that k forex trading ki is working main new traders yaha boaht kuch lose karty ha is ki reason ya hoti ha k jab hum is working ko join karty ha to hum yaha trading k koi idea nai hota but hum trading start kar daity ha jis say humy big loss ho jata ha.
      • #48 Collapse

        traders loss mein jate hain jo s mein practice nahi hyn ku kay aik to unky pass aachy strtgy ni hty or na achy exprnce hta hay js ki wja say unko failure ka smna karna parta hay krte learning nahi krte hai soch samj ke kam nahi krte aur bas esi trade laga deyten hai pata nahi..............
        • #49 Collapse

          trADingmin jo b mehnat kare ga loss k cahnce kam huo ge or s se resk b low ho ga s min jo new treder k liye high resk hota he oss ki waja luck off experness
          hota he i resk or low resk
          • #50 Collapse

            zaida tar traders ko loss isly hota hai trading mein kiun k wo traders hoty he nhi hain mtlb k wo newbie hoty hain unki learnings nhi hoti hain isly loss krwa bethty hain trading ak risky thing hai aur mery khyal se is mein proper knowledge learnings aur skills k bin ap ka enter hona bekar hai.
            • #51 Collapse

              bhi trader ko lose is liye hota ah q k trader k pass koi experience ni tota or wo new trade hote han or wo forex trading ma lalach kr k zayda earn karny k liye loss kr jate ahn to acha ni ha bar bar training bhot zarori ha is ki waja sy loss ni hota
              • #52 Collapse

                ammmmm ager log thek se dil laga k kaam karen to wo bht acha earn kar sakten hai orjo log is me interested nahi hai i think un h ko loss hota ho ga.
                • #53 Collapse

                  aram se profit ka wait karna chahye or struggle karni chahye ..jo ziada lalach krty hain wo pechy reh jty hain trade my bht patience or mehnat chahye
                  • #54 Collapse

                    Waise to forex trading me musalsal loss ki bht sari wajuhaat hai lekin mujhe lagta hai ke bar bar loss ki waja ye hoti hai ke a apni mistakes pe dehan nai dete aur is liye wo repeat ho jati hain
                    • #55 Collapse

                      ALLAH provides enough to satisfy every man's need... but not to every man's greed ... so lalach buri bala hy kindly avoid karen... chotay chotay profits me trades nikal len k ap ko us ki bajaey bht zayda nuksan ho jaey .....
                       
                      • #56 Collapse

                        zayda lalach nahi karni chaiay ..... agar insan ko chota chota profit milta hy to nikal lena chaiay na k insan apna usi trade pe zayda nuksan karwa bethay profit zada karnay k chkar me... to kindly avoid greedy behaviour...
                         
                        • #57 Collapse

                          is liye trader lose krte hai kyo ke un se kch exi ghaltiyan ho jatiu hai jis se wo shi kr ke ek acha trader ka name kama skte hai
                          • #58 Collapse

                            zyada tar trader forex me loss karty hain agar un ko yaha pay kaam ko karna hai to sub say pehlay unhe yaha pay kaam ko samjhna ho ga bad me he wo kuch kaam ko kar pae gay.
                            • #59 Collapse

                              bhaai mere khayal se tou traders lack of knowledge, lack of confidence or lack of experience ki waja se forex pe loose karte hain.. meri nazar m ye ek bari waja hai.. jab ke kuch log apne emotions ko control nhe kar patay.. iss waja se bhi wo loss main jatay hainn....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Forex kay kaam traders ko is wajay say loss ka samna karna par ta hai kay un ko is kaam ki na knowledge hoti hai aur experince aur phir real account may trading start kardy takay jis ki wajay say un ko loss hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X