phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1516 Collapse

    ye tou hai nakami to aap ko milti hai but us se dil main nae lena chahye always try to learn from mistakes and do hard work
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1517 Collapse

      haan bilkul durust kaha hai aap ne and ye wala thread khas karke liye unke liye hain jo ke is forex ke karobaar ma nae enter hue hen taqreeban har shakhs ko start ma ek baar loss hota h hai aur wo esa expectnai kar rahe hote hen tou pehle tou mayoosho jate hen , lkin is mauqe per haar nai manni chaiye aur mayoos nai hona haiye
       
      • #1518 Collapse

        nakami ka to hota rhta ha is main himat na harna cahhe is main lgy rhi success to ho jati ha jab sahih work kro gy to acha aor succesful earning ho jae gi
        • #1519 Collapse

          bilkul agar aap new new kisi kam mai n entr htay hona tu bohat hi kam chahnces hain k pahli bar mai hi aap ko us kam main acha saa profit mily so appp agar forex main forst time invest karty ho aur loss hota hia na tu koi bat nahi chill n try again
          • #1520 Collapse

            dear friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoon kai hamy pehli nakami kai baad dil nahi harna chahiye balky forex trading mai hard work karna chahiye aor es per practice karna chahiye
            • #1521 Collapse

              yes my all dears friends insan koi bhi kam pehli dafa karta hai to os main os ko nakami zaror huti hai lykin os ko himmat nai harni chahiy yehi os ki kamiabi ki neshani hai os ko chahiy k wo data rahy is liy forex main bhi yahe surte hall hai ap ko pehli dafa nuqsan ho ga lykin apne apna dil nai choorna daty reahna hai si business ko karne main phr ap kamiab ho gay
               
              • #1522 Collapse

                ha bhai forex ma patience bahut he zarori ha agr aap musalsal loss kr rahein ho or profit nahi ho rahi ha tu is per aap ko ek tu sabar krna chaheye apne confidence or emotionally ko control ma rakken or apni skill ko mazeed bahtar banana ki koshesh kre or apni planning or strategy ko behtar banaye or ache waqt ka wait kre or discourage nahi hona atlast we you all wil be succeeded
                • #1523 Collapse

                  jo log Forex business me money loss kar jaty hai aur wo is business ko chor jaty hai to wo log bohat hi zaida bewakoof hoty hai . Forex ek business hai aur business me profit aur loss hota hai . Agar loss se bachna chahaty hai to is ka lia humy proper knowledge ka hona zarori hota hai tab hum is business me money earn kar sakty hai .
                  • #1524 Collapse

                    Yes we are getting more and more information during trading because Forex is a international business and all the international business news effect on Forex trading, we update of all the economies of the world during the trading.
                    • #1525 Collapse

                      yes my dear bilkul ap ny shi kaha pahly nakami py ensan ko bilkul na oumeed nai hona chahiay because nakami he kamyabi ka zeriya hoti hai or yei life ka hisa.or forex ko pa er ensan kabi nakam nai ho sakta
                      • #1526 Collapse

                        forx buhat he acha kaam hai lekin is k andar sabar ki buhta he ziada impoortance hai iki waja ye hai ke is ma market ke badalte hue trends per kaam karna hota hai tou rite moment ka intizaar karna oarta hai aksar log start start ma galti kar jaate hen aur jald baazi ma loss bhi hojata hai ese mauqe per dil nai harna chaiye warna forex ma aage nai barh sakte hen
                         
                        • #1527 Collapse

                          g hai bilkul agar kahi apko lost bohat hi bara hojata hai tu apko himat nai harni chaoe\i balkay hoslay kay sath agay barhtya hi rehna chaiey aur hameshan say hi achay ki umeed lagani chaiey
                          • #1528 Collapse

                            han g bilkul aisa hota hai jub insasn pahli bar nakam ho jata hai wo sochta hai mjhy ye kam chor dena chahye hala k aisa nahi krna cahaye himt sy kam ly k agy barhna chahye kamyabi or nakami to zindgi k hisa hai nakami sy to humy bahot kuch skhny ko milta hai jis ke wja sy hum success hasil krty hain
                            • #1529 Collapse

                              nahi yeh bilqul galat bat hae pehli nakami per dil haar jana aur forex trading chor kar bhag jana. hamain aisa bilqul b nahi karna chahiye q k kisi b field mein insaan itni jaldi successful nahi ho jata usay din raat mehnat karni parhti hae loss ka samna karna karna parhta hae phir hi vo ja kar kamyaab hota hae.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1530 Collapse

                                xc fuo t9un0 hb ubun4tubn 98yegnbib ieytb jvenib hkvibymg ierbmvue brye bthtbg9e8 tbivuer tiy bfyu7rb gfyei4ty biyet4ry45 n9ygf34 vgker b vg we4ue bf98wb jv7h89e 4tyu73ey5

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X