Brother ab insta pakistan m rule strick kar raha ha bila waja account disable kar raha ha m sab member s yahi kaho ga k please yaha ya kisi b forum m spamming mat kary warna insta yaha pakistan m trading band kar dy ga kiu k pakistan k member sab s ziayda spamming kar rahy ha 2 2 account open kar rahy ha isi liya insta yaha account verify nahi kar raha ha yaha fake document upload ho rahy ha ager yahi sab chalta raha tu jald h ye forum band ho jy ga tu please ap koish kary k sirf 1 forum use kary or 1 h account use kary.ab insta ko pakistan s jo b request send karta ha withdraw k kai bar wo pay kar deta ha or kai bar account disable kar deta ha